Video of "Are Aise Bhi Na Husn Ka Garoor Kijiye" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Are Aise Bhi Na Husn Ka Garoor Kijiye - अरे ऐसे भी ना हुस्न का गरूर कीजिये
Lyrics of Are Aise Bhi Na Husn Ka Garoor Kijiye - अरे ऐसे भी ना हुस्न का गरूर कीजिये
are aise bhi na
are aise bhi na husn ka garur kijiye
are aise bhi na husn ka garur kijiye
yu na meri jan meri jan lijiye
salam ka salam se pyar ka pyar se jawab dijiye
are aise bhi na husn ka garur kijiye
yu na meri jan meri jan lijiye
salam ka salam se pyar ka pyar se jawab dijiye dijiye na

kab tak chupaoge ye galo ke gulab
kab tak chupaoge ye galo ke gulab
ek din to chhalkegi jawani ki sabab
are mano to dil me dabana
khud bhi tadpna or tadpana farz hai apna
farz hai apna to samjhana gaur kijiye
are aise bhi na
are aise bhi na husn ka garur kijiye
yu na meri jan meri jan lijiye
salam ka salam se pyar ka pyar se jawab dijiye

kitne bhi jaoge dur utne hi pas aaoge jarur
dunia ka dar mitaye magar
badle na pyar ka garur
dil se dil ki gana yahi hai
bat pate ki hamne kahi hai fir bhi jisme
are fir bhi jismne agar kami ho gor kijiye
are aise bhi na
are aise bhi na husn ka garur kijiye
yu na meri jan meri jan lijiye
salam ka salam se pyar ka pyar se jawab dijiye dijiye na
lyrics of song Are Aise Bhi Na Husn Ka Garoor Kijiye
Guru Ho Ja Shuru (1979) - Movie Details
SingerAsha Bhosle, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor, Amit Kumar LyricistRajendra Krishan Music ByKalyanji, Anandji External LinksGuru Ho Ja Shuru at IMDB       Movie at YTGuru Ho Ja Shuru at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement