Video of "Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Lagana Aur Hai" from YouTube
Advertisement
Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Lagana Aur Hai - और है दिल की लगी और दिल लगाना और है
Lyrics of Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Lagana Aur Hai - और है दिल की लगी और दिल लगाना और है
aur hai dil ki lagi aur dil lagana aur hai
ye kahani aur hai aur vo fasana aur hai
aur hai dil ki lagi
ruth ke jo chal diya, ruth ke jo chal diya
kya khabar usko bhala, kya khabar usko bhala
yaad rakhna aur hai aur bhul jana aur hai
aur hai dil ki lagi
jo tarana labh pe aaya, jo tarana labh pe aaya
vo to sabne sun liya, vo to sabne sun liya
rah gaya jo dil hi dil me vo tarana aur hai
aur hai dil ki lagi
haye kis khubi se luta, haye kis khubi se luta
bewfa taqdir ne, bewfa taqdir ne
teri barbaadi kaa ae dil har fasana aur hai

Poetic Translation - Lyrics of Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Lagana Aur Hai - और है दिल की लगी और दिल लगाना और है
To yearn for love, and love's embrace, are two,
A tale we weave, and then a different view.
To yearn for love.
When leaving, scornful heart takes flight,
Unknowing of the shades of light,
To bid farewell, and then forget, are two.
To yearn for love.
The song that blooms upon the tongue,
By all is sung, by all is rung,
The one unsung, the heart's own tune,
To yearn for love.
How deftly plundered, by fate's cruel hand,
That fickle thief, across the land,
Your ruin, heart, a different tale to pursue.

Raag Rang (1952) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Geeta Bali, Sunder, Sudha Bali, Madan Puri, Ruma Devi, Jankidas, Agha, Nand Kishore, Gyani, Raja Paranjpe
SingerLata Mangeshkar, Rajkumari, Talat Mahmood, Trilok Kapoor
LyricistP L Santoshi, Prakash (1)
Music ByRoshan
DirectorDigvijay
External LinksRaag Rang at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films