Video of "Aur Kitne Gam Uthaye Aadmi" from YouTube
Advertisement
Aur Kitne Gam Uthaye Aadmi - और कितने ग़म उठाए आदमी
Lyrics of Aur Kitne Gam Uthaye Aadmi - और कितने ग़म उठाए आदमी
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
raah bhule jab musafir samne tufan aaye
har kadam ke sath manzil aur usse dur jaye
dur jaye
tut kar kyun gir na jaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham
ek sapne ke liye is zindagi ko vaar baithe
daav par sab kuch lagaya aur bazi haar baithe
haar baithe
dard ye kisko sunaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
raah bhule jab musafir samne tufan aaye
har kadam ke sath manzil aur usse dur jaye
dur jaye
tut kar kyun gir na jaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham
ek sapne ke liye is zindagi ko vaar baithe
daav par sab kuch lagaya aur bazi haar baithe
haar baithe
dard ye kisko sunaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
Poetic Translation - Lyrics of Aur Kitne Gam Uthaye Aadmi - और कितने ग़म उठाए आदमी
How much sorrow must a man bear?
Why live, if life he cannot share?
How much sorrow must a man bear?
Lost the path, the traveler, a storm's embrace,
Each step a dance, the goal beyond his space,
So far away.
Why not shatter, and fall from grace?
Why live, if life he cannot trace?
How much sorrow must a man bear?
Why live, if life he cannot share?
And how much sorrow?
For a dream, this life he'd cast aside,
All wagered, the game, the losing tide,
He lost the game.
To whom can he speak, of pain denied?
Why live, if life he cannot confide?
How much sorrow must a man bear?
Why live, if life he cannot share?
How much sorrow must a man bear?
Why live, if life he cannot share?
How much sorrow must a man bear?
Why live, if life he cannot share?
Why live, if life he cannot share?
How much sorrow must a man bear?
Lost the path, the traveler, a storm's embrace,
Each step a dance, the goal beyond his space,
So far away.
Why not shatter, and fall from grace?
Why live, if life he cannot trace?
How much sorrow must a man bear?
Why live, if life he cannot share?
And how much sorrow?
For a dream, this life he'd cast aside,
All wagered, the game, the losing tide,
He lost the game.
To whom can he speak, of pain denied?
Why live, if life he cannot confide?
How much sorrow must a man bear?
Why live, if life he cannot share?
How much sorrow must a man bear?
Why live, if life he cannot share?
How much sorrow must a man bear?
Why live, if life he cannot share?
Jyot Jale (1969) - Movie Details
Film CastMahavir, Nirupa Roy, Asit Sen, Abhi Bhattacharya, Tarun Bose, Shahu Modak
SingerUsha Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey, Suman Kalyanpur, Hemant Kumar, Usha Mangeshkar
LyricistAnaam, Govind Moonis
Music ByBasant Prakash
DirectorSatyen Bose
External LinksJyot Jale at IMDB Jyot Jale at Wikipedia
Movie at YTJyot Jale at YT Jyot Jale at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

