|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Aur Tanha (Tu Hi To Hai) - और तन्हा (तू ही तो है)tu hi to hai tu hi to hai
har pal hi teri bato mein ghuzarta
itna kyu mere sath aayi tu
tu na jane tu na jaane
har pal mein tu hai
main hu ya hai rasta
itna kyu mujhko door laayi tu
na main vaada karta hu
na main bhula karta
tu hai to sab rasto pe
main kya dhundha karta
yu tera hona bhi aur tanha karta
tu hi to hai tu hi to hai
jo hanste hanste aankhe bhar sakti hai
ab itni to pehchan ho gayi
nahi hai to nahi hai tu
ab chhoda hai to sach mein chhod de mujhko
kyu har pal ki mehmaan ho gayi
main yu tanha jeeta hu
jaise koyi marta ye bhi koi hona hai
jo hai aankhe bharta
yu tera hona bhi aur tanha karta
aur tanha karta aur tanha karta
Love Aaj Kal |
Singer: | Arijit Singh, Shashwat Singh, Darshan Raval, Antara Mitra, KK, Mohit Chauhan, Madhubanti Bagchi, Raftaar, Various artists, Nikhita Gandhi, Akasa, Shilpa Rao | Lyricist: | Irshad Kamil | Music Director: | Pritam | External Links: | Love Aaj Kal at IMDB Love Aaj Kal at Wikipedia |
|
|
|
|
|