Video of "Ba Khuda Ba Khuda, Ishq Tumse Hua" from YouTube
Ba Khuda Ba Khuda, Ishq Tumse Hua Video Thumbnail
Advertisement
Ba Khuda Ba Khuda, Ishq Tumse Hua - बा खुदा बा खुदा, इश्क़ तुमसे हुआ
Lyrics of Ba Khuda Ba Khuda, Ishq Tumse Hua - बा खुदा बा खुदा, इश्क़ तुमसे हुआ
chahato se teri ab toh fursat nahi
bin tere main jeeyun koi soorat nahi
chahato se teri ab toh fursat nahi
bin tere main jeeyun koi soorat nahi
teri baahon mein thodi jagah jo mile
phir mujhe jannato ki zaroorat nahi
ba khuda ba khuda ishq tumse hua
ba khuda ba khuda ishq tumse hua

mujhko pehli dafa ishq tumse hua
mujhko pehli dafa ishq tumse hua
ba khuda ba khuda
ba khuda…

teri bekhudi ke ye mujhpe hai saaye
mujhe apne lagte hai ab toh paraye
mohabbat ka ye to karishma hai yaara
mohabbat ka ye to karishma hai yaara
ki do ajnabi dil kareeb aaj aaye
be sabab be wajah ishq tumse hua
mujhko pehli dafa ishq tumse hua
mujhko pehli dafa ishq tumse hua
ba khuda ba khuda
ba khuda…

yun nighao ne dekhe najare bahot
phir bhi tumhi lage humko pyare bahot
jo utar jaaye dil mein wohi pyar hai…
jo utar jaaye dil mein wohi pyar hai
yun toh milte hai aksar sahare bahot
kya kahun kis tarah ishq tumse hua
mujhko pehli dafa ishq tumse hua
mujhko pehli dafa ishq tumse hua
Sakshi (2021) - Movie Details
Film CastMadhumita Biswas, Vikram Mastal, Gehana Vasisth, Yugansh Juneja SingerChetan Dildar, Madhumita Biswas, Priya Dubey, Sunidhi Chauhan, Swaroop Khan LyricistJamil Ahmed, Kunaal Verma Music ByAsif Iqbal, Swaroop Khan DirectorAjay Ram ProducerAjay Ram External LinksSakshi at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement