Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Kishore Kumar - kishore_kumar_053.jpg
Kishore Kumar

A Gentleman
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Baat Ban Jaye
2.00 - 2 votes
Jacqueline Fernandez
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 2.00
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.






Lyrics of Baat Ban Jaye - बात बन जाए

kehte hain khuda ne iss jahaan mein
sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye tera milna hai uss rab ka ishaara
maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
kuch toh hai tujh se raabta
kuch toh hai tujh se raabta
kaise hum jaane, hume kya pata
kuch toh hai tujh se raabta

tu humsafar hai phir kya fikar hai
jeene ki wajah hi yehi hai marna issi ke liye
kehte hain khuda ne iss jahaan mein
sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye
hmm meharbaani jaate-jaate mujhpe kar gaya

guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya
tera nazaara mila, roshan sitaara mila
taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
teri sohbat mein duaayein hain ussi ke liye
tera milna hai uss rab ka ishaara
maano mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye
phir wahi hai din yeh
phir wahi hai shaame
tu ho jaaye jo shaamil to

badlenge rang saare hum dono aur ye saari raat
sharaabi ho jaaye to band ho kamre mein hum do
aur chaabi kahin kho jaaye to
toh baat ban jaye dhal gaya hai din
hone wali hai raat jaane do jaane do
mujhe jaana hai kahin
aisi waisi inn baaton mein teri aaj
sarfira sa dil mera aa jaaye na kahin
dhal gaya hai din
hone wali hai raat jaane do jaane do

mujhe jaana hai kahin
na chahiye mujhe raahon pe tera saath
roko na roko na mujhe rukna nahin
o raahein ye teri saari aaj
mujhse hi mil jaaye toh
subah tak yunhi mere paas
tu aaj ruk jaaye to
toh baat ban jaye




Film cast: Amit Mistry, Darshan Kumar, Govind Namdeo, Hussain Dalal, Jacqueline Fernandez, Kushal Punjabi, Rajit Kapur, Siddharth Malhotra, Sunil Shetty, Supriya Pilgaonkar, Zachary Coffin
Singer: Benny Dayal, Shirley Setia, Siddharth Basrur, Priya Saraiya, Vishal Dadlani, Jonita Gandhi, Arijit Singh, Shreya Ghoshal, Ash King, Jigar Saraiya, Raftaar, Siddharth Malhotra
Lyricist: Vayu, Priya Saraiya
Music Director: Sachin Jigar
Film Director: Krishna D.K., Raj Nidimoru
External Links: A Gentleman at IMDB    A Gentleman at Wikipedia
Watch Full Movie: A Gentleman at YouTube    A Gentleman at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy