Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Bachaana Dil Bachaana - बचाना दिल बचाना
bachana dil bachana umar hai pyar ki
bachana dil bachana umar hai pyar ki
kya thikana ho jaanejana
dil diwana daga de kahan
bachana dil bachana umar hai pyar ki
kya thikana ho jaanejana
dil diwana daga de kahan
laakho jawa yaha lakho hai hasi
kis par bharosa kare kis par yaki
laakho jawa yaha lakho hai hasi
kis par bharosa kare kis par yaki
kya thikana ho jaanejana
ye jamana daga de kahan
bachana dil bachana umar hai pyar ki
kya thikana ho jaanejana
dil diwana daga de kahan
parchhaiyon ke pichhe na chalo
aisa naa ho raat din sholo me jalo
parchhaiyon ke pichhe na chalo
aisa naa ho raat din sholo me jalo
kya thikana dil ka aana
dil ka jana daga de kahan
bachana dil bachana umar hai pyar ki
kya thikana ho jaanejana
dil diwana daga de kahan