Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya - बदली हवा ख़ुशी का ज़माना बदल गया
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
jeene ka ab to haye
jeene ka ab to haye
bahana badal gaya
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
malum na tha pal me badalta hai ye jaha
malum na tha pal me badalta hai ye jaha
badalta hai ye jaha
pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya
pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya
aate the nagme lab pe kisi ke subah sham
aate the nagme lab pe kisi ke subah sham
jiske subah sham
wo saaz zindagi ka tarana badal gaya
wo saaz zindagi ka tarana badal gaya
saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare
saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare
nigahe bhi kya kare
mushkil se teer tana nishana badal gaya
mushkil se teer tana nishana badal gaya
jeene ka ab to haye
jeene ka ab to haye bahana badal gaya
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
Comments for lyrics of song "Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya"
Dee Thakore on Monday, May 03, 2010 up-lifting melodies and very jazzy rhythms, very good match with her enchanting voice :)
lovely up load...