Video of "Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi" from YouTube
Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi Video Thumbnail
Advertisement
Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi - बहार ख़त्म हुई दिल गया ख़ुशी भी गई
Lyrics of Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi - बहार ख़त्म हुई दिल गया ख़ुशी भी गई
bahaar khatam hui, dil gaya khushi bhi gayi
vo kya gaye ke mohabbat ki zindagi bhi gayi
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke

kisi tarah aata nahi chain dil ko
na khaamosh rah ke na fariyaad kar ke
bahut royege unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke

are o mere dil ke dushman zamaane
tujhe kya mila mujh ko barbaad kar ke
bahut royege unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke

khushi de ke taqdir ne de diya gam
kiya qaid kyon mujh ko aazaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke
chale dil ki duniya jo barbaad kar ke
bahut royenge unko ham yaad kar ke
lyrics of song Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi
Poetic Translation - Lyrics of Bahar Khatam Hui Dil Gaya Khushi Bhi Gayi - बहार ख़त्म हुई दिल गया ख़ुशी भी गई
The spring has fled, the heart has gone, joy too has flown,
With their departure, love's very life has been overthrown.
They left my world a ruin, a desolate domain,
We will weep for them, remembering them again and again.
They left my world a ruin, a desolate domain,
We will weep for them, remembering them again and again.

My restless heart finds no solace, no peace,
Neither in silence, nor when its cries increase.
We will weep for them, remembering them again and again.
They left my world a ruin, a desolate domain,
We will weep for them, remembering them again and again.

O, the world, my heart's sworn enemy, you see,
What triumph did you find in destroying me?
We will weep for them, remembering them again and again.
They left my world a ruin, a desolate domain,
We will weep for them, remembering them again and again.

Happiness bestowed, then fate gave grief instead,
Why was I imprisoned, when freedom was spread?
We will weep for them, remembering them again and again.
They left my world a ruin, a desolate domain,
We will weep for them, remembering them again and again.

Dard (1947) - Movie Details
Film CastNusrat, Suraiya, Munawar Sultana, Shyam, Husn Banu, Badri Prasad, Pratima Devi SingerGeeta Dutt, Shamshad Begum, Suraiya, Uma Devi LyricistShakeel Badayuni Music ByDaan Singh, Naushad Ali DirectorA R Kardar ProducerA R Kardar External LinksDard at IMDB      Dard at Wikipedia Movie at YTDard at YT    Dard at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement