Video of "Bahna Ne Bhai Ki Kalaai Se" from YouTube
Bahna Ne Bhai Ki Kalaai Se Video Thumbnail
Advertisement
Bahna Ne Bhai Ki Kalaai Se - बहना ने भाई की कलाई से
Lyrics of Bahna Ne Bhai Ki Kalaai Se - बहना ने भाई की कलाई से
behna ne bhai ki kalai se
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai
behna ne bhai ki kalai se
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai

sundarta me jo kanhaiya hai
mamta me yashodha maiya hai
wo aur nahi dooja koi
wo to mera raja bhaiya hai
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai

mera phool hai tu talwar hai tu
meri laaj ka pehredaar hai tu
main akeli kaha is duniya me
mera saara sandar hai tu
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai

hume door bhale kismat kar de
apne man se na juda karna
saawan ke paawan din bhaiya
behna ko yaad kiya karna
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai



lyrics of song Bahna Ne Bhai Ki Kalaai Se
Poetic Translation - Lyrics of Bahna Ne Bhai Ki Kalaai Se - बहना ने भाई की कलाई से
From a sister's wrist, love's tender hold,
A bond of hearts, a story told.
With threads of love, a world entwined,
A silken cord, forever bound.
A silken cord, a world entwined.

In beauty's grace, a Krishna's gleam,
In mother's love, a Y asoda's dream.
No other soul holds such a sway,
My brother reigns, my guiding ray.
From a sister's wrist, love's tender hold,
A bond of hearts, a story told.
With threads of love, a world entwined,
A silken cord, forever bound.

My blossom bright, my warrior bold,
My honor's guard, a story told.
I'm never lone in this vast sphere,
My universe, my brother dear.
From a sister's wrist, love's tender hold,
A bond of hearts, a story told.
With threads of love, a world entwined,
A silken cord, forever bound.

Though fate may keep us worlds apart,
From hearts entwined, never depart.
On sacred days, when rains descend,
Remember your sister, my dearest friend.
From a sister's wrist, love's tender hold,
A bond of hearts, a story told.
With threads of love, a world entwined,
A silken cord, forever bound.

Resham Ki Dori (1974) - Movie Details
Film CastDharmendra, Saira Banu, Rajendra Nath, Sujit Kumar, Jay Shree T, Sapru, Sajjan, Ramesh Deo, Kumud Chhugani SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Manna Dey, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur LyricistHasrat Jaipuri, Indeevar, Neeraj Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorAtma Ram ProducerT C Dewan External LinksResham Ki Dori at IMDB      Resham Ki Dori at Wikipedia Movie at YTResham Ki Dori at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement