Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Bahut Umide Thi Zindagi Se (2)
bahut umeeden thi jindagi se
bahut umeeden thi jindagi se
bahut the apno ke aashare bhi
magar sahare sab aise tute
ke zindagi ke raste bhi
bahut umeeden thi zindagi se
palat ke dekhe to kisko dekhe
udas raaho mein kya rakha hai
bache hai yaado ke saye shayad
na tut jaye ye silsile bhi
na tut jaye ye silsile bhi
bahut umeeden thi zindagi se
bahut the apno ke aashare bhi
magar sahare sab aise tute
ke zindagi ke raste bhi
bahut umeeden thi zindagi se
wahi pe aake thahar gaye hai
jaha se rashte shuru hue the
wahi hai ukjhan wahi hai aasu
wahi hai jine ke masale bhi
wahi hai jine ke masale bhi
bahut umeeden thi zindagi se
bahut the apno ke aashre bhi
magar sahare sab aise tute
ke zindagi ke raste bhi
bahut umeeden thi zindagi se
gujar rahi hai kin halato mein
ye bikhari bikhari si jindgani
bhala kise ye garaj padi hai
jo koi aaye ye dekhane bhi
jo koi aaye ye dekhane bhi
bahut umeeden thi zindagi se
bahut the apno ke aashare bhi
magar sahare sab aise tute
ke zindagi ke raste bhi
bahut umeeden thi zindagi se
Comments for lyrics of song "Bahut Umide Thi Zindagi Se (2)"
honey khan on Thursday, December 03, 2015 Bohot umeedein thi zindagi se..boht thy apno k aasrey bhi...mgr sahare sb
aise tooty k gum hain jeeney k raasty bhi.
EAGLE JHANKAR on Friday, July 06, 2012 apna name aik sed pe lakha kiro