Video of "Bana De Bana De Bana De Prabhu Ji" from YouTube
Bana De Bana De Bana De Prabhu Ji Video Thumbnail
Advertisement
Bana De Bana De Bana De Prabhu Ji - बना दे बना दे बना दे प्रभु जी
Lyrics of Bana De Bana De Bana De Prabhu Ji - बना दे बना दे बना दे प्रभु जी
bana de bana de bana de prabhu ji
tu bigdi gareeb ki bana de prabhu ji
bana de bana de bana de prabhu ji
tu bigdi gareeb ki bana de prabhu ji
banaa de om namah shivaay
om namah shivaay om namah shivaay
om namah shivaay

o gauri ke bhole shankar
aayi tere dwaar tujhe qasam hai paarwati ki
lute na mera pyaar bana de bana de
bana de prabhu ji tu bigdi gareeb ki
bana de prabhu ji bana de bana de
bana de prabhu ji tu bigdi gareeb ki
bana de prabhu ji bana de

o bigdi banaa de ajmer waale khwaaja
o ajmer ke taajdaar sun o khwaaja chishti
tu jab mera khiwaiyya khwaajaa
phir kyun doobe kishti bana de bana de
bana de prabhu ji tu bigdi gareeb ki
bana de prabhu ji bana de bana de
bana de prabhu ji tu bigdi gareeb ki
bana de prabhu ji bana de

ghanshyaam shaayama shyam shri nand nand nand
anand kand krishnachand patwandh
vrindawan ke krishna kanhaiyya
tu kyun hamko bhula tu radha sang jhoola jhoole
par tut gaya mera jhula
bana de bana de bana de prabhu ji
tu bigdi gareeb ki bana de prabhu ji
bana de bana de bana de prabhu ji
tu bigdi gareeb ki bana de prabhu ji bana de
lyrics of song Bana De Bana De Bana De Prabhu Ji
Poetic Translation - Lyrics of Bana De Bana De Bana De Prabhu Ji - बना दे बना दे बना दे प्रभु जी
Forge, oh forge, oh forge, my Lord,
Rebuild the ruins of a pauper's hoard.
Forge, oh forge, oh forge, my Lord,
Rebuild the ruins, let grace be poured.
Forge, "Om Namah Shivaya," the sacred call,
"Om Namah Shivaya," embracing all,
"Om Namah Shivaya," before the fall.

Oh, Lord of Gauri, Shiva the kind,
I come to your door, my soul entwined,
By Parvati's oath, a plea I send,
Don't let my love, oh Lord, now end.
Forge, oh forge,
Rebuild the ruins of a pauper's hoard.
Forge, oh forge,
Rebuild the ruins, and make me adored.
Forge, oh forge.

Oh, Khwaja of Ajmer, mend what's torn,
Oh, Crown of Ajmer, from you I'm born,
Listen, Khwaja Chishti, hear my plea,
When you are my guide, who can doom me?
Forge, oh forge,
Rebuild the ruins of a pauper's hoard.
Forge, oh forge,
Rebuild the ruins, and make me adored.
Forge, oh forge.

Ghanshyam, Shyama, Shyam, Nand's delight,
The Joyful One, Krishna's guiding light,
Lord of Love, Krishna, from the Vrindavan's shore,
Why have you forgotten, evermore?
You swing with Radha, in joy and grace,
But my swing is broken, in this desolate place.
Forge, oh forge,
Rebuild the ruins of a pauper's hoard.
Forge, oh forge,
Rebuild the ruins, let grace be poured.
Forge, oh forge.

Phagun (1958) - Movie Details
Film CastBharat Bhushan, Madhubala, Jeevan, Dhumal, Murad, Ronak Singh, Mehmood, Badri Prasad, Kammo, Nishi SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi LyricistQamar Music ByO P Naiyyar DirectorBibhut Mitra ProducerMitra Productions External LinksPhagun at IMDB      Phagun at Wikipedia Movie at YTPhagun at YT    Phagun at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement