Video of "Banati Nazar Aati Nahi Tadabir Hamari" from YouTube
Banati Nazar Aati Nahi Tadabir Hamari Video Thumbnail
Advertisement
Banati Nazar Aati Nahi Tadabir Hamari - बनती नज़र आती नहीं तदबीर हमारी
Lyrics of Banati Nazar Aati Nahi Tadabir Hamari - बनती नज़र आती नहीं तदबीर हमारी
banati nazar aati nahi tadbir hamaari
tadbir hamaari
banati nazar aati nahi tadbir hamaari
tadbir hamaari
mar jaayenge tab jaagegi takdir hamaari
mar jaayenge tab jaagegi takdir hamaari
takdir hamaari
banati nazar aati nahi tadbir hamaari
tadbir hamaari

kyun mast havaae hame aa aa ke sataaye
kuchh yaad dilaaye bijali si giraaye
dil tut chukaa lut chuki jaagir hamaari
jaagir hamaari
dil tut chukaa lut chuki jaagir hamaari
jaagir hamaari
banati nazar aati nahi tadbir hamaari
tadbir hamaari

ji chahtaa hai aag jamaane me lagaa dun
duniyaa ko jalaa dun, duniyaa ko jalaa dun
baaki nahi ab aaho me taasir hamaari
taasir hamaari
baaki nahi ab aaho me taasir hamaari
taasir hamaari
banati nazar aati nahi tadbir hamaari
tadbir hamaari
lyrics of song Banati Nazar Aati Nahi Tadabir Hamari
Poetic Translation - Lyrics of Banati Nazar Aati Nahi Tadabir Hamari - बनती नज़र आती नहीं तदबीर हमारी
Our fate, a distant shore, unseen,
A tapestry of sorrow, woven between.
It mocks our hands, our striving cries,
Until the soul departs, and then it flies.
Our destiny, unseen.

Why does the wind, in whispers, tease?
Reminding us of shattered ease,
Of lightning strikes that sear the heart,
Of kingdoms lost, torn far apart.
Our inheritance, stolen.

I yearn to set the world ablaze,
To watch it crumble in a fiery haze.
No power left in whispered pleas,
No solace found on bended knees.
Our influence, gone.
Our fate, unseen.

Lal Haveli (1944) - Movie Details
Film CastSurendra, Noor Jahan, Ulhas, Yakub, Brijrani, Vatsala, Badri Prasad, Gouri, Kanhaiya Lal, Meena Kumari SingerNoor Jehan, Surendra LyricistShams Lakhnavi Music ByMir Sahib DirectorK B Lal External LinksLal Haveli at IMDB       Movie at YTLal Haveli at YT    Lal Haveli at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement