Thumb
Song Heading
Singer / Movie
Music By / Lyricist
Actor / Category
Video of the song from youtube
Advertisements
VIDEO
Lyrics of Bande Kaala Kya Safed Kya - बन्दे काला क्या सफ़ेद क्या bande…
kaaala kya safed kya
ki dono me hai bhed kya,
ye khaamkhwaa nazar ki bhool hai..
bande…
bhale-bure me fark kya hai
swarg kya hai nark kya
ye paap-punya sab fizool hai…
kya khoya kya paayaa…
jaane de…
rs 1 trial
maaya hai sab maaya..
jaane de!
dharm kya adharm kya
ye marm kaun samjhaa!
nanana nanana na
kaun hai dewta..
bolo….
kaun hai be-khata…
bolo…
jurm ka dagh hai,
dekho dekho…
khoon hai, haath pe,
dho lo…
kaisa phanda hai
bande…
jhooth ka dhanda hai
bande
dekh to, parde ke peechhe…
kya tu, andha hai bande…
nanana nanana!
rs 1 trial
Vikram Vedha
Film cast: Hrithik Roshan , Saif Ali Khan , Radhika Apte , Rohit Saraf , Yogita Bihani , Sharib Hashmi , Satyadeep Misra Singer: Armaan Malik, Sheykhar Ravjiani, Sivam, Snigdhajit Bhowmik, Ananya Chakraborty Lyricist: Manoj Muntashir Music Director: Sam C S , Vishal Sheykhar Film Director: Bhushan Kumar , Krishan Kumar , S. Sashikanth Film Producer: Pushkar & Gayatri External Links: Vikram Vedha at IMDB Vikram Vedha at Wikipedia