Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Banke Mehmaan Ghar Aaye Bhagwan Re - बनके मेहमान घर आये भगवान रे
radhika ke shyam aaye
radhika ke shyam aaye janki ke ram aaye
pura huaa yug yug ka aaj vardan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
banke mehman ghar aaye bhagvan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
aaj ghar aaye piya mangal gaao re mangal gaao re
aaj nahi bas mein jiya raas rachao re
pura huaa yug yug ka aaj vardan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
banke mehman ghar aaye bhagvan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
aaj mit aaye giit gao re suhag ke
ho geet gao re suhag ke
main piya ki holi aaj khelo khelo khak ke
pura huaa yug yug ka aaj vardan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
banke mehman ghar aaye bhagvan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre