Video of "Barabar Se Bachkar Guzar Jane Wale" from YouTube
Barabar Se Bachkar Guzar Jane Wale Video Thumbnail
Advertisement
Barabar Se Bachkar Guzar Jane Wale - बराबर से बच कर गुजर जाने वाले
Lyrics of Barabar Se Bachkar Guzar Jane Wale - बराबर से बच कर गुजर जाने वाले
baraabar se bach kar gujar jaane waale
baraabar se bach kar gujar jaane waale
ye naale nahi beasar jaane waale
baraabar se bach kar gujar jaane waale

mohabbat me hum to jiye hai jiyenge
wo honge koi aur mar jaane waale
baraabar se bach kar gujar jaane waale
baraabar se bach kar gujar jaane waale

mere dil ki betabiyaan bhi liye jaa
mere dil ki betabiyaan bhi liye jaa
dabe paanv munh pher kar jaane waale
dabe paanv munh pher kar jaane waale
ye naale nahi beasar jaane waale
baraabar se bach kar gujar jaane waale
lyrics of song Barabar Se Bachkar Guzar Jane Wale
Barabar Se Bachkar Guzar Jane Wale (1960) - Movie Details
SingerMukesh LyricistJigar Moradabadi Music ByMurli Manohar Swarup
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement