Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Barasen Bundiyaan Saavan Ki - बरसें बूँदियाँ सावन की
barase bundiyaan saavan ki
saavan ki man bhaavan ki
saavan me umagyo mero man
bhanak suni hari aavan ki
umad-ghumad chahu dishaa se aayo
daamini damake jhar laavan ki
nanhi-nanhi bundan mehaa barase
shital pavan suhaavan ki
miraa ke prabhu giridhar naagar
aanad magal gaavan ki
barase bundiyaan saavan ki
saavan ki man bhaavan ki