Video of "Bas Mein Kar Ke Bebas Kar Gaye" from YouTube
Bas Mein Kar Ke Bebas Kar Gaye Video Thumbnail
Advertisement
Bas Mein Kar Ke Bebas Kar Gaye - बस में कर के बेबस कर गए
Lyrics of Bas Mein Kar Ke Bebas Kar Gaye - बस में कर के बेबस कर गए
bas me kar ke bebas kar gaye
bas me kar ke bebas kar gaye
o baalam harjaai re
o baalam harjaai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re

dil bhi apna aankh bhi apni
ho dil bhi apna aankh bhi apni
isme peer parai re
isme peer parai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re

beete na barsaat re baalam
beete na barsaat re baalam
ab nahi bas ki baat re baalam
haay re baalam
dungi raam duhaai re
dungi raam duhaai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re
bas me kar ke bebas kar gaye
o baalam harjaai re
o baalam harjaai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re

aankh ne dil ki baat na maani
ho kar ke apni hi manmani
dukh se kar li sagaai re
dukh se kar li sagaai re
harjaai ke nind na aai re
baalam harjaai re

birha me bhi dil ghabraave
birha me bhi dil ghabraave
ankhiya se aansu barsa ke
haay barsa ke
aag se aag bujhaai re
aag se aag bujhaai re
harjaai ke nind na aai re
baalam harjaai re

bas me kar ke bebas kar gaye
bas me kar ke bebas kar gaye
o baalam harjaai re
o baalam harjaai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re
lyrics of song Bas Mein Kar Ke Bebas Kar Gaye
Poetic Translation - Lyrics of Bas Mein Kar Ke Bebas Kar Gaye - बस में कर के बेबस कर गए
He ensnared me, then left me undone,
He ensnared me, then left me undone,
Oh, my love, the deceiver,
Oh, my love, the deceiver,
The deceiver finds no sleep at night,
My love, the deceiver.

My heart is mine, my eyes are mine,
Oh, my heart is mine, my eyes are mine,
Yet another's pain dwells here,
Yet another's pain dwells here,
The deceiver finds no sleep at night,
My love, the deceiver.

The rains won't cease, my love,
The rains won't cease, my love,
Now control is lost, my love,
Alas, my love,
I'll call on the divine,
I'll call on the divine,
The deceiver finds no sleep at night,
My love, the deceiver.
He ensnared me, then left me undone,
Oh, my love, the deceiver,
Oh, my love, the deceiver,
The deceiver finds no sleep at night,
My love, the deceiver.

My eyes defied the heart's plea,
Oh, acting on their own decree,
They wed themselves to sorrow,
They wed themselves to sorrow,
The deceiver finds no sleep at night,
My love, the deceiver.

In separation, the heart still trembles,
In separation, the heart still trembles,
From the eyes, tears pour forth,
Alas, pouring forth,
Quenching fire with fire,
Quenching fire with fire,
The deceiver finds no sleep at night,
My love, the deceiver.

He ensnared me, then left me undone,
He ensnared me, then left me undone,
Oh, my love, the deceiver,
Oh, my love, the deceiver,
The deceiver finds no sleep at night,
My love, the deceiver.

Padmini (1948) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Mumtaz Ali, Maya Devi, A Shah, Samson, Neelam SingerAshok Kumar, Geeta Dutt Music ByGhulam Haider DirectorDawood Chand External LinksPadmini at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement