Video of "Beimani Si" from YouTube
Beimani Si Video Thumbnail
Advertisement
Beimani Si - बेईमान सी
Lyrics of Beimani Si - बेईमान सी
beimani se, manmaani se
hasil kiya dil aasani se
begaani si kahani mein
daakhil hua dil aasani se
girti mehar thehar ke pesani se
mushka rahi nazar ye naadani se
koi puch le agar ye deewani se
deewangi hai kya ? kuch toh bata

beimani se, manmaani se
agni hokar mangni ho gayi paani se
begaani si kahani mein
lo chali, ho chali sapno ki surili sada
beimani se, manmaani se
hasil kiya dil aasani se
beimani se tune sahil pe roka
bana lahro ka jhonka choo gaya
beimani se tune sahil pe roka
bana lahro ka jhonka choo gaya
meri rooh jahan tak gayi, tu gaya
meri rooh jahan tak gayi, tu gaya

in rooho ki rumaani se
agni hokar mangni ho gayi paani se
begaani si kahani mein
lo chali, ho chali sapno ki surili sada

beimani se, manmaani se
hasil kiya dil aasani se
beimani se koi waada na karna
thoda ruk ke gujarna, saathiyan
beimani se koi waada na karna
thoda ruk ke gujarna, saathiyan
teri har khamoshi pe maine haan kiya
teri har khamoshi pe maine haan kiya

khud se miloon hairaani se
agni hokar mangni ho gayi paani se
begaani si kahani mein
lo chali, ho chali sapno ki surili sada
beimani se, manmaani se
hasil kiya dil aasani se
begaani si kahani mein
daakhil hua dil aasani se
lyrics of song Beimani Si
Gone Kesh (2019) - Movie Details
Film CastBrijendra Kala, Deepika Amin, Jitendra Kumar, Shweta Tripathi, Vipin Sharma SingerAsees Kaur, Shahid Mallya, Mohan Kannan, Yashita Sharma, Mahalakshmi Iyer, Kavita Seth LyricistDevendra Kafir, Majaal, Bharat Menaria Music ByKanish Sharma, Bharat Hitarth, Bhishak Jyoti DirectorDhiraj Ghosh ProducerQasim Khallow External LinksGone Kesh at IMDB      Gone Kesh at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement