Video of "Bewafa Beauty Ishq Mein Cheating Kar Gayi" from YouTube
Bewafa Beauty Ishq Mein Cheating Kar Gayi Video Thumbnail
Advertisement
Bewafa Beauty Ishq Mein Cheating Kar Gayi - बेवफा ब्यूटी इश्क में चीटिंग कर गयी
Lyrics of Bewafa Beauty Ishq Mein Cheating Kar Gayi - बेवफा ब्यूटी इश्क में चीटिंग कर गयी
aaye haye oye hoye haye ho ho ho
aha aha ahaa

rampuri ek chaku jigar ke paar gayi
rampuri ek chaku jigar ke paar gayi
sumdi me bhole balam ka banta dhaar kar gayi
ghair ki baahon mein raat kaali kar gayi
aur jate jate teri tijori khali kar gayi

bewafa beauty aaye haye ishq me cheating kar gayi
bewafa beauty aaye haye ishq me cheating kar gayi
dilruba jhooti haye haye ishq me cheating kar gayi

kul mila ke saiyan ji ke achhe sanskar thhe
sajaniya ke lakshan lekin thode tadi-paar thhe
kul mila ke saiyan ji ke achhe sanskar thhe
sajaniya ke lakshan lekin thode tadi-paar thhe
aadmi tha kaam ka tu tujhe bekar kar gayi
khamakha mein tujhe blood pressure ka beemar kar gayi

ghair ki bahon mein raat kaali kar gayi
aur jate jate teri tijori khali kar gayi

bewafa beauty haye ishq me cheating kar gayi
bewafa beauty aaye haye ishq mein cheating kar gayi
dilruba jhooti haaye haye ishq me cheating kar gayi
lyrics of song Bewafa Beauty Ishq Mein Cheating Kar Gayi
Blackmail (2018) - Movie Details
Film CastAbhijeet Chavan, Anuja Sathe, Arunoday Singh, Atul Kale, Divya Dutta, Gajraj Rao, Irrfan Khan, Kirti Kulhari, Neelima Azeem, Omi Vaidya, Pradhuman Singh Mall, Urmila Matondkar, Vibha Chhibber SingerBadshah, Aastha Gill, Guru Randhawa, Pawni Pandey, Amit Trivedi, Divine LyricistBadshah, Guru Randhawa, Amitabh Bhattacharya, Divine, Dhaval Parab Music ByBadshah, Guru Randhawa, Amit Trivedi DirectorAbhinay Deo ProducerAbhinay Deo, Apurba Sengupta, Bhushan Kumar, Krishan Kumar External LinksBlackmail at IMDB      Blackmail at Wikipedia Movie at YTBlackmail at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement