Video of "Bewafa Duniya Kee Hamne Bewafayee Dekh Lee" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.
We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Bewafa Duniya Kee Hamne Bewafayee Dekh Lee - बेवफ़ा दुनिया की हमने बेवफ़ाई देख ली
Lyrics of Bewafa Duniya Kee Hamne Bewafayee Dekh Lee - बेवफ़ा दुनिया की हमने बेवफ़ाई देख ली
bewafa duniya kI hamne bewafayi dekh li
pyar ke badale mein apni jag hansayi dekh li
bewafa duniya ki
jinke karan ham huye barabad wo kushahal hai
jo mukaddar mein thi apne wo burayi dekh li
bewafa duniya ki
kar bhala hoga bhala ab ye puranee bat hai
kuch bhala hota nahi karke bhalayi dekh li

Grahasthi (1948) - Movie Details
Film CastSulochana Chatterjee, Faizi, Kuldip Kaur, Masood, Pran, Lalita Pawar
SingerShamshad Begum, Hamida Banu, Mukesh
LyricistShakeel Badayuni, Waheed Qureshi
Music ByGhulam Mohammad
External LinksGrahasthi at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films