Video of "Bhale Tum Ruth Jaao, Sitaaro Tum Gavaah Rahanaa" from YouTube
Bhale Tum Ruth Jaao, Sitaaro Tum Gavaah Rahanaa Video Thumbnail
Advertisement
Bhale Tum Ruth Jaao, Sitaaro Tum Gavaah Rahanaa - भले तुम रूठ जाओ, भूल जाओ, ऐ मेरे हमदम
Lyrics of Bhale Tum Ruth Jaao, Sitaaro Tum Gavaah Rahanaa - भले तुम रूठ जाओ, भूल जाओ, ऐ मेरे हमदम
bhale tum ruth jaao, bhul jaao, ai mere humdam
meri har saans tum ko aate-jaate yaad karti hai
sitaaro tum gavaah rahna, mai unko kyaa kabhi bhulaa
bahaaro tum gavaah rahaa, mai unko kyaa kabhi bhulaa
sitaaro tum gavaah rahna

vo mere the, vo mere hai, rahenge umar bhar mere
bhale vo sangdil ho kar mere sapno se munh fere
mai khush hun vo agar mujh ko jhulaaen gam ka bhi jhulaa
mai khush hun vo agar mujh ko jhulaaen gam ka bhi jhulaa
bhale duniya mujhe bhule, bhale duniya mujhe bhule
par unko mai nahi bhulaa
mere aansu gavaahi hai mai unko kyaa kabhi bhulaa
meri dhadkan gavaahi hai mai unko kyaa kabhi bhulaa
sitaaro tum gavaah rahna, bahaaro tum gavaah rahna
lyrics of song Bhale Tum Ruth Jaao, Sitaaro Tum Gavaah Rahanaa
Poetic Translation - Lyrics of Bhale Tum Ruth Jaao, Sitaaro Tum Gavaah Rahanaa - भले तुम रूठ जाओ, भूल जाओ, ऐ मेरे हमदम
Though you may depart, forget, my beloved,
Each breath I take remembers you, passing and returning.
Stars, bear witness, how could I ever forget them?
Springs, bear witness, how could I ever forget them?
Stars, bear witness.

They were mine, they are mine, they shall remain mine forever,
Though they turn away, stony-hearted, from my dreams.
I am content if they rock me in sorrow's cradle,
I am content if they rock me in sorrow's cradle.
Though the world forgets me, though the world forgets me,
Yet I shall not forget them.
My tears are witness, how could I ever forget them?
My heartbeat is witness, how could I ever forget them?
Stars, bear witness, springs, bear witness.

Non-film (Talat Mahmood) - Movie Details
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement