Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Bharat Mata Ki Jai (Remix) - तक दिना दिन मार लपड़
tak dina din mar lapad, phad chhapad chhat pyare
na sune bat koi, hath hai or lat pyare
tak dina din mar lapad, phad chhapad chhat pyare
na sune bat koi, hath hai or lat pyare
apun kabhi na akela akela akela
nach magar kat magar, noch hame khana
bharat mata ki, bharat mata ki
tum jai bolo jai bolo jai, bharat mata ki jai
bharat mata ki bharat mata ki
tum jai bolo jai bolo jai, bharat mata ki jai
sone ki chidiya, dengu maleriya
gud bhi hai, gobar bhi bharat mata ki jai
tak dina din ham hain, sarkari hathiyar pyare
koi kare abad, etraj gaya bhad pyare
fir na kahna, are piche hi rahna
kasam ye khai hai, sahar sanghai hai
jo hamne kahi rule wahi
bharat mata ki, bharat mata ki
tum jai bolo jai bolo jai, bharat mata ki jai
bharat mata ki bharat mata ki
tum jai bolo jai bolo jai, bharat mata ki jai
sone ki chidiya, dengu maleriya
gud bhi hai, gobar bhi bharat mata ki jai
mangata hai hamein chanda abhi, hamein suraj abhi
bolo kya doge, chanda ye agar
chanda nahi to unisat sahi, bolo kaya doge
nach magar kat magar, noch hamein khana
khad ke don shutter hamein jannat banana
ana jana game bajana, hey bharat mata ki jai
sone ki chidiya, dengu maleriya
gud bhi hai, gobar bhi bharat mata ki jai
Comments for lyrics of song "Bharat Mata Ki Jai (Remix)"
MixAdda on Saturday, May 12, 2012 Sansad mein Blue Film, Yaha Hote hai roz Kaand, Congress ke naam ka Bhagta yaha Khula Saand. Sone ki Chidya Dengue Malaria, Gud bhi hai Gobar bhi Bharat mata ki Jai. Kaat raha Bharat mata ko ITALY ka Cobra Saap, Phir bhi PM hai Chupchaap, Bharat Mata ki Tum jai Bolo Jai Bharat Mata ki Jai. Sone ki Chidya Dengue Malaria,Gud bhi hai Gobar bhi Bharat mata ki jai. Yaha Kasab ke Liye Ghar bhi, Kasab ne Jinko maara unki Kabar Bhi,Gud bhi hai Gobar Bhi Bharat Mata ki Jai.Sone ki chidya,Dengue Malaria
THEMISTOKLES on Sunday, May 13, 2012 bharat mata ki jai <3 love from pak
MSB on Wednesday, May 16, 2012 this is a horrible remix