Video of "Bheegi Bheegi Subahon Mein" from YouTube
Bheegi Bheegi Subahon Mein Video Thumbnail
Advertisement
Bheegi Bheegi Subahon Mein - भीगी भीगी सुबहों में
Lyrics of Bheegi Bheegi Subahon Mein - भीगी भीगी सुबहों में
sapano me jo aane laga
banake nasha chhaane laga woh hai sabse pyara
bheegi bheegi subaho me, sili sili raato me
bheegi bheegi subaho me, sili sili raato me
saundhi saundhi khushbu me, mithi mithi baato me
yaad aati hai, teri yaad aati hai
teri yaad aati hai, teri yaad aati hai
bheegi bheegi subaho me, sili sili raato me
saundhi saundhi khushbu me, mithi mithi baato me
yaad aati hai, teri yaad aati hai
teri yaad aati hai, teri yaad aati hai

mere najro me tera chehra basa hai, tera chehra basa hai dilbar
meri palko me tera khvab saja hai, tera khvab saja hai dilbar
mere najro me tera chehra basa hai , tera chehra basa hai dilbar
meri palko me tera khvab saja hai, tera khvab saja hai dilbar
tere liye har aaraju, abb raat din mujhme hai tu
tujhpe dil hai haara
tanaha tanaha galiyo me, lamaha lamaha kaliyo me
tanaha tanaha galiyo me, lamaha lamaha kaliyo me
chaahat ke afsaane me, jaane me anjaane me
yaad aati hai, teri yaad aati hai
teri yaad aati hai, teri yaad aati hai

dil kehta hai mujhe pehlu me aake, mujhe pehlu me aake bhar le
badi bekarari hai re, badi bekarari hai re pyar jara tu karle
dil kehta hai mujhe pehlu me aake, mujhe pehlu me aake bhar le
badi bekarari hai re, badi bekarari hai re pyar jara tu karle
kaisa hai yeh deewanapan lagata nahi bin tere mann
tujhpe dil yeh waara
lambi lambi raato me, chhoti chhoti baato me
lambi lambi raato me, chhoti chhoti baato me
nindo ki baaraato me, saawan ki barsaato me
yaad aati hai, teri yaad aati hai
teri yaad aati hai, teri yaad aati hai


lyrics typed by: neha gupta
lyrics of song Bheegi Bheegi Subahon Mein
Poetic Translation - Lyrics of Bheegi Bheegi Subahon Mein - भीगी भीगी सुबहों में
A phantom in dreams, now a heady embrace,
My sweetest desire, etching time and space.
In mornings of mist, and nights softly wet,
In scents of the earth, and whispers we've met.
I remember you, how I remember you,
I remember you, how I remember you.
In mornings of mist, and nights softly wet,
In scents of the earth, and whispers we've met.
I remember you, how I remember you,
I remember you, how I remember you.

Your face in my vision, forever it dwells,
My heart's deep desire, my story it tells.
Your face in my vision, forever it dwells,
My heart's deep desire, my story it tells.
For you, every wish, day and night, you reside,
My heart now surrenders, with you I confide.
In lonely pathways, in moments so brief,
In tales of affection, in joy and in grief.
I remember you, how I remember you,
I remember you, how I remember you.

My heart whispers softly, "Come, hold me so near,"
"Embrace me completely, dispel every fear."
My heart whispers softly, "Come, hold me so near,"
"Embrace me completely, dispel every fear."
This madness, I feel, without you, I'm lost,
My heart now surrenders, whatever the cost.
In long, lingering nights, in whispers so small,
In dreams that surround, when the raindrops fall.
I remember you, how I remember you,
I remember you, how I remember you.

Julie (2004) - Movie Details
Film CastSanjay Kapoor, Neha Dhupia, Priyanshu Chatterjee, Yash Tonk, Kiran Kumar, Achint Kaur, Anil Nagrath, Dinesh Hingoo SingerAlka Yagnik, Anuradha Paudwal, Jayesh Gandhi, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan LyricistSameer Music ByHimesh Reshammiya DirectorDeepak Shivdasani ProducerN R Pachisia External LinksJulie at IMDB      Julie at Wikipedia Movie at YTJulie at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement