Video of "Bholi Surat Dil Ke Khote, Naam Bade Aur Darshan Chhote" from YouTube
Bholi Surat Dil Ke Khote, Naam Bade Aur Darshan Chhote Video Thumbnail
Advertisement
Bholi Surat Dil Ke Khote, Naam Bade Aur Darshan Chhote - भोली सूरत दिल के खोटे, नाम बड़े और दर्शन छोटे
Lyrics of Bholi Surat Dil Ke Khote, Naam Bade Aur Darshan Chhote - भोली सूरत दिल के खोटे, नाम बड़े और दर्शन छोटे
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote

naye zamaane ke ye chhaila, ujle kapde dil hai maila
naye zamaane ke ye chhaila, ujle kapde dil hai maila
rang birangi inki tie, ghar mein lekin kadki chaayi
kadki chaayi, kadki chaayi, kadki chaayi
rang birangi inki tie, ghar mein lekin kadki chaayi
fashion mein dil lote pote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote

naye zamaane ki ye naari
unchi sendal baaki saadi
naye zamaane ki ye naari
unchi sendal baaki saadi
naino mein kajra hothon pe laali
haath mein kangan kaan mein baali, kaan mein baali
naino mein kajra hotho pe laali
nakhre bade mote mote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote

husn aur ishq ki ye ladayi
shuru se jag mein hoti aayi
na koi jeete na koi haare
ajee kyun na phir mil jaaye pyaare
na tum bade na hum chhote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote
bholi surat dil ke khote
naam bade aur darshan chhote, darshan chhote


lyrics of song Bholi Surat Dil Ke Khote, Naam Bade Aur Darshan Chhote
Poetic Translation - Lyrics of Bholi Surat Dil Ke Khote, Naam Bade Aur Darshan Chhote - भोली सूरत दिल के खोटे, नाम बड़े और दर्शन छोटे
Fair the face, but hearts astray,
Grand the name, but shadows play,
Shadows play.
Fair the face, but hearts astray,
Grand the name, but shadows play,
Shadows play.

Dandy new, of gleaming guise,
Bright attire, a soiled surprise.
Dandy new, of gleaming guise,
Bright attire, a soiled surprise.
Ties of hue, a vibrant gleam,
Poverty within their dream,
Dream's dark theme, dream's dark theme, dream's dark theme.
Ties of hue, a vibrant gleam,
Poverty within their dream,
Fashion's sway, in depths they float,
Grand the name, but shadows play,
Shadows play.
Fair the face, but hearts astray,
Grand the name, but shadows play,
Shadows play.

Woman new, in modern dress,
High the heels, the rest, alas...
Woman new, in modern dress,
High the heels, the rest, alas...
Kohl-lined eyes and painted lips,
Bangles gleam, from fingertips,
Fingertips.
Kohl-lined eyes and painted lips,
Flirting ways, in heavy slips,
Grand the name, but shadows play,
Shadows play.
Fair the face, but hearts astray,
Grand the name, but shadows play,
Shadows play.

Beauty's war, and love's sweet plight,
Since the dawn, a fading light.
None do win, and none do fall,
Why not merge, and give our all?
Neither big, nor small we grow,
Grand the name, but shadows play,
Shadows play.
Fair the face, but hearts astray,
Grand the name, but shadows play,
Shadows play.
Fair the face, but hearts astray,
Grand the name, but shadows play,
Shadows play.

Albela (1951) - Movie Details
Film CastBhagwan, Geeta Bali, Pratima Devi, Bimla Kumari, Sunder, Badri Prasad SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, C Ramachandra LyricistRajindra Krishan Music ByC Ramachandra DirectorBhagwan ProducerBhagwan External LinksAlbela at IMDB      Albela at Wikipedia Movie at YTAlbela at YT    Albela at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement