Video of "Binaa Pankh Panchhi Hun Main, Kaise Uad Aau Main" from YouTube
Advertisement
Binaa Pankh Panchhi Hun Main, Kaise Uad Aau Main - बिना पंख पंछी हूँ मैं, कैसे उड़ आऊँ मैं
SingerKundan Lal Saigal
Music byKhemchand Prakash
LyricistD N Madhok
ActorKundan Lal Saigal
MovieTansen (1943)
Lyrics of Binaa Pankh Panchhi Hun Main, Kaise Uad Aau Main - बिना पंख पंछी हूँ मैं, कैसे उड़ आऊँ मैं
binaa pakh pachhi hun main, kaise ud aaun main
man ki vythaa ab kaase sunaau main
dil me teri yaad hai
aur hotho pe fariyaad hai
dil me teri yaad hai
aur hotho pe fariyaad hai
aansu hai sahme huye
aur pahre pe saiyaad hai
aansu hai sahme huye
aur pahre pe saiyaad hai
hasrate khaamosh hai, hasrate khaamosh hai
duniyaa meri barbaad hai
binaa pakh pachhi hun main, kaise ud aaun main
man ki vythaa ab kaase sunaau main
dil me teri yaad hai
aur hotho pe fariyaad hai
dil me teri yaad hai
aur hotho pe fariyaad hai
aansu hai sahme huye
aur pahre pe saiyaad hai
aansu hai sahme huye
aur pahre pe saiyaad hai
hasrate khaamosh hai, hasrate khaamosh hai
duniyaa meri barbaad hai
binaa pakh pachhi hun main, kaise ud aaun main
Poetic Translation - Lyrics of Binaa Pankh Panchhi Hun Main, Kaise Uad Aau Main - बिना पंख पंछी हूँ मैं, कैसे उड़ आऊँ मैं
A wingless bird, how can I soar?
To whom can I pour my heart's sore?
Your memory, a brand within my core,
My lips, a plea forevermore.
Your memory, a brand within my core,
My lips, a plea forevermore.
Tears, they tremble, held in dread,
By a hunter, ever-fed.
Tears, they tremble, held in dread,
By a hunter, ever-fed.
Desires are hushed, desires are hushed,
My world, it lies now dead.
A wingless bird, how can I soar?
To whom can I pour my heart's sore?
Your memory, a brand within my core,
My lips, a plea forevermore.
Your memory, a brand within my core,
My lips, a plea forevermore.
Tears, they tremble, held in dread,
By a hunter, ever-fed.
Tears, they tremble, held in dread,
By a hunter, ever-fed.
Desires are hushed, desires are hushed,
My world, it lies now dead.
A wingless bird, how can I soar?
Tansen (1943) - Movie Details
Film CastK L Sehgal, Kamla Chatterjee, Khursheed, Mubarak, Nagendra, Bhagwan Das, Raman
SingerK I Saigal, Khursheed
LyricistD N Madhok
Music ByKheemchand Prakash
DirectorJayant Desai
ProducerRanjit
External LinksTansen at IMDB Tansen at Wikipedia
Movie at YTTansen at YT Tansen at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

