Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Bol Jamhure Tera Naam Kabhi Laxman Kabhi Ram - बोल जमूरे तेरा नाम कभी लक्ष्मण कभी राम
bol bol are bol jamure tera naam
kabhi lakshman kabhi ram
are waah re waah teri shan waah re waah teri shan
aadhi supari aur aadha paan
khata kya hai mera jamura
bhang afim dhtura
o waah beta waah waah beta waah
aashiq hai tu pura
aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko
aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko
kaudi na rakh kafan ko
kaudi na rakh kafan ko
dil ki khushi ki khatir dekhu jo maal dhan ko
are aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko
ek aaye ek jaye ek aaye ek jaye
aa aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko
aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko