Video of "Chaandi Ke Chand Tukadon Ke Lie" from YouTube
Chaandi Ke Chand Tukadon Ke Lie Video Thumbnail
Advertisement
Chaandi Ke Chand Tukadon Ke Lie - चाँदी के चंद टुकड़ों के लिए
Lyrics of Chaandi Ke Chand Tukadon Ke Lie - चाँदी के चंद टुकड़ों के लिए
chandi ke chand tukado ke liye iman ko becha jata hai
iman ko becha jata hai
chandi ke chand tukado ke liye iman ko becha jata hai
iman ko becha jata hai

yaha aisi bhi kuchh kaliya hai jo na bole na muh khole
yaha aisi bhi kuchh kaliya hai jo na bole na muh khole
daulat ke tarazu me inko khud seechne wale hi tole
saiyado ki is basti me anjan ko becha jata hai
anjan ko becha jata hai
chandi ke chand tukado ke liye iman ko becha jata hai
iman ko becha jata hai

har chiz ka sauda hota hai, har chiz yaha pe bikati hai
har chiz ka sauda hota hai, har chiz yaha pe bikati hai
dhanvan ke aage nirdhan kya ab sari khudai jhukti hai
bebas insano ke har ik araman ko becha jata hai
araman ko becha jata hai
chandi ke chand tukado ke liye iman ko becha jata hai
iman ko becha jata hai


aye malik tune likhi hai patthar ki kalam se taqadire
aye malik tune likhi hai patthar ki kalam se taqadire
majbur musabbir bech raha ye khuni jigar ki tasvire
inasan ke hatho hi ab to inasan ko becha jata hai
inasan ko becha jata hai
chandi ke chand tukado ke liye iman ko becha jata hai
iman ko becha jata hai, iman ko becha jata hai
iman ko becha jata hai
lyrics of song Chaandi Ke Chand Tukadon Ke Lie
Poetic Translation - Lyrics of Chaandi Ke Chand Tukadon Ke Lie - चाँदी के चंद टुकड़ों के लिए
For silver coins, faith is bartered away,
Faith is bartered away.
For silver coins, faith is bartered away,
Faith is bartered away.

Here, some buds, they neither speak nor unfold,
Here, some buds, they neither speak nor unfold.
In wealth's scales, those who watered, now behold,
In the hunter's village, the unknown are sold,
The unknown are sold.
For silver coins, faith is bartered away,
Faith is bartered away.

Every thing here is traded, every thing here is sold,
Every thing here is traded, every thing here is sold.
Before the wealthy, does all creation now fold?
Helpless humans, their every desire, is sold,
Their desire is sold.
For silver coins, faith is bartered away,
Faith is bartered away.

O Lord, you have written fates with a stone pen,
O Lord, you have written fates with a stone pen.
A helpless painter sees these, a blood-soaked scene,
By human hands, now humans are seen,
Humans are sold.
For silver coins, faith is bartered away,
Faith is bartered away, faith is bartered away,
Faith is bartered away.

Satta Bazaar (1959) - Movie Details
Film CastBalraj Sahni, Meena Kumari, Suresh, Tiwari, Asit Sen, Vijay Choudhary, Johnny Walker, Krishnakant, Savita SingerHemant Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi LyricistGulshan Bawra, Hasrat Jaipuri, Indeevar, Shailendra Music ByKalayanji, Anandji DirectorRavindra Dave ProducerRavindra Dave External LinksSatta Bazaar at IMDB       Movie at YTSatta Bazaar at YT    Satta Bazaar at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement