Video of "Chaha Tha Banu Pyar Ki Raho Ka Devta" from YouTube
Chaha Tha Banu Pyar Ki Raho Ka Devta Video Thumbnail
Advertisement
Chaha Tha Banu Pyar Ki Raho Ka Devta - चाहा था बनूँ प्यार की राहों का देवता
Lyrics of Chaha Tha Banu Pyar Ki Raho Ka Devta - चाहा था बनूँ प्यार की राहों का देवता
chaha tha banu pyar ki raho ka devata
mujhko bana diya hai gunaho ka devata
chaha tha banu pyar ki raho ka devata
mujhko bana diya hai gunaho ka devata

ye jindagi to khawab hai jina bhi hai nasha
do ghunt maine pi liye to kya bura kiya
rahane do jam samane sab kuch yahi to hai
har gamjada ke aansuo kaa devata
mujhko bana diya hai gunaho ka devata

kismat bhi humse chal rahi hai hamase chal har kadam
ek chal ham bhi chal diye toh ho gaya sitam
ab toh chalenge hum chal ham kismat ke sath bhi
aisa bana sansar ki raho kaa devata
mujhko bana diya hai gunaho ka devata

hoga jaha bhi rup toh puja hi jayega
chahe jaha bhi ho phul ho man ko lubhayega
hokar rahega jindagi me pyar ek bar
bash kar rahega dil me nigaho ka devata
chaha tha banu pyar ki raho ka devata
mujhko bana diya hai gunaho ka devata
lyrics of song Chaha Tha Banu Pyar Ki Raho Ka Devta
Poetic Translation - Lyrics of Chaha Tha Banu Pyar Ki Raho Ka Devta - चाहा था बनूँ प्यार की राहों का देवता
I yearned to be a god of love's sweet way,
But they have made me god of sins today.
I yearned to be a god of love's sweet way,
But they have made me god of sins today.

This life's a dream, and living is a haze,
A few sips taken, what harm in the daze?
Leave the cup before me, all is here,
The god of tears for every shadowed fear.
They made me god of sins today.

Fate plays its games, a dance at every stride,
One dance we played, and cruel the world did chide.
Now we will dance with fate, in its own gleam,
A god of this world's winding stream.
They made me god of sins today.

Where beauty blooms, its worship will ignite,
Wherever flowers gleam, they'll fill the sight.
Love must embrace, in life, a single quest,
A god of eyes, forever in the breast.
I yearned to be a god of love's sweet way,
But they have made me god of sins today.

Gunahon Ka Devta (1967) - Movie Details
Film CastJeetendra, Rajshree, Jeevan, Aruna Irani, Mehmood, Asit Sen, Jankidas, Sujata, Leela Chitnis SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey, Mukesh LyricistHasrat Jaipuri, Shailendra Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorDevi Sharma ProducerJanta Ch External LinksGunahon Ka Devta at IMDB       Movie at YTGunahon Ka Devta at YT    Gunahon Ka Devta at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement