Video of "Chal Diyaa Kaaravaan, Lut Gae Ham Yahaan, Tum Vahaan" from YouTube
Chal Diyaa Kaaravaan, Lut Gae Ham Yahaan, Tum Vahaan Video Thumbnail
Advertisement
Chal Diyaa Kaaravaan, Lut Gae Ham Yahaan, Tum Vahaan - चल दिया कारवां, लुट गए हम यहाँ, तुम वहाँ
Lyrics of Chal Diyaa Kaaravaan, Lut Gae Ham Yahaan, Tum Vahaan - चल दिया कारवां, लुट गए हम यहाँ, तुम वहाँ
chal diya kaarva, lut gaye ham yaha, tum vaha
chal diya kaarva, lut gaye ham yaha, tum vaha
gir padi bijaliya, jal gaya aashiya, uth raha hai dhua
chal diya kaarva, lut gaye ham yaha, tum vaha

o jaane vaale thahar zara, fariyad hamaari sunta ja
daman pe likhi hai ashko ne rudaad hamaari sunta ja
ji sakege na ham, tumse hoke juda
jaa meri zindagi tera hafiza khuda
tera mehmil chala, asra-e-dil chala, rah gayi daasta
chal diya kaarva, lut gaye ham yaha, tum vaha
chal diya kaarva
lyrics of song Chal Diyaa Kaaravaan, Lut Gae Ham Yahaan, Tum Vahaan
Poetic Translation - Lyrics of Chal Diyaa Kaaravaan, Lut Gae Ham Yahaan, Tum Vahaan - चल दिया कारवां, लुट गए हम यहाँ, तुम वहाँ
The caravan departs, we are lost here, you there,
The caravan departs, we are lost here, you there,
Lightning strikes, the home ablaze, smoke ascends,
The caravan departs, we are lost here, you there.

O traveler, pause a moment, hear our plea,
Tears have etched their tale upon this sleeve, hear our plea,
We cannot live, parted from your grace,
Go, my life, may God be your guide,
Your litter departs, shelter of the heart departs, a legend remains,
The caravan departs, we are lost here, you there,
The caravan departs.

Laila Majnu (1953) - Movie Details
Film CastShammi Kapoor, Nutan, Ulhas, Begum Para, Ratan Kumar, Kammo, Vasti SingerAsha Bhosle, Khan Mastana, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Talat Mahmood LyricistShakeel Badayuni Music ByGhulam Mohd, Sardar Malik DirectorK Amar Nath ProducerP N Arora External LinksLaila Majnu at IMDB       Movie at YTLaila Majnu at YT    Laila Majnu at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement