Video of "Chal Sapno Ke Shaher Me Tujhe Le Jata Hu" from YouTube
Chal Sapno Ke Shaher Me Tujhe Le Jata Hu Video Thumbnail
Advertisement
Chal Sapno Ke Shaher Me Tujhe Le Jata Hu - चल सपनों के शहर में तुझे ले जाता हूँ
Lyrics of Chal Sapno Ke Shaher Me Tujhe Le Jata Hu - चल सपनों के शहर में तुझे ले जाता हूँ
chal sapno ke sheher mai tujhe le jata hu
chal sapno ke sheher mai tujhe le jata hu
teri raho me sitare mai bikhrata hu
chal sapno ke sheher

tum kis liye mehnat kare, tu hai mohabbat ke liye hasina
teri kasam kya hai sitam
tere badam pe kyon chamakta hai pasina
me tere hatho ke chhalo se jal jata hu
chal sapno ke sheher mai tujhe le jata hu
chal sapno ke sheher

kadmo ki dhul bankar ye phul
tere mere kadam chum rahe hai
har ghum se dur masti me chur
ban key sharabi se ham jhum rahe hai
apni aashao ki me palki le aata hu
chal sapno ke sheher mai tujhe le jata hu
chal sapno ke sheher

gore gore phulo jaise pao me shabnam ki payal padi hai
hire moti pehne huwa shishmahal me pari banke khadi hai
maine jo dekha hai tujhko bhi dikhlata hu
chalo sapno ke sheher mai tujhe le jata hu
teri raho me sitare mai bikhrata hu
chal sapno ke sheher
lyrics of song Chal Sapno Ke Shaher Me Tujhe Le Jata Hu
Poetic Translation - Lyrics of Chal Sapno Ke Shaher Me Tujhe Le Jata Hu - चल सपनों के शहर में तुझे ले जाता हूँ
Come, I'll take you to the city of dreams,
Come, I'll take you there, unseen,
Scatter stars along your way, it seems,
Come, to the city of dreams.

Why toil, when love is your design, my dear?
By your essence, I swear,
Why sweat, that pearl, to appear?
By your blistered hands, I now despair,
Come, I'll take you to the city of dreams,
Come, to the city of dreams.

Like dust beneath your feet, the flowers,
Kissing our steps in fleeting hours,
Far from sorrow, in ecstatic powers,
Drunk with joy, we sway in bowers.
I bring the palanquin of hope anew,
Come, I'll take you to the city of dreams,
Come, to the city of dreams.

Like dewdrops on white petals gleam,
Ankle bells of night, a waking dream,
A palace of mirrors, a fairy's scheme,
Diamonds and pearls, it would seem.
What I have seen, I now display,
Come, I'll take you to the city of dreams,
Scatter stars along your way,
Come, to the city of dreams.

Deewangee (1976) - Movie Details
Film CastShashi Kapoor, Zeenat Aman, Helen, Manju, Mehmood, Madan Puri, Narendra Nath, Paintal SingerAsha Bhosle, Amit Kumar, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar LyricistNaqsh Lyallpuri, Hasrat Jaipuri, Anand Bakshi, Ravindra Jain Music ByRavindra Jain, S D Burman DirectorSameer Ganguly ProducerSubodh Mukherjee External LinksDeewangee at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement