Video of "Chali Ban Ke Dulhan, Moraa Maike Men Ji Ghabaraavat Hai" from YouTube
Chali Ban Ke Dulhan, Moraa Maike Men Ji Ghabaraavat Hai Video Thumbnail
Advertisement
Chali Ban Ke Dulhan, Moraa Maike Men Ji Ghabaraavat Hai - चली बन के दुल्हन, मोरा मैयके में जी घबरावत है
Lyrics of Chali Ban Ke Dulhan, Moraa Maike Men Ji Ghabaraavat Hai - चली बन के दुल्हन, मोरा मैयके में जी घबरावत है
chali ban ke dulhan unse laagi lagan
moraa maike me ji ghabraavat hai
chali ban ke dulhan unse laagi lagan
moraa maike me ji ghabraavat hai
moraa maane na man hai dvaare sajan
moraa maike me ji ghabraavat hai

malke mehnadi mai solah singaar karun
malke mehnadi mai solah singaar karun
aur sindur se apni maang bharun
malke mehnadi mai solah singaar karun
aur sindur se apni maang bharun
tikaa maathe pe mohe suhaavat hai
moraa maike me ji ghabraavat hai
chali ban ke dulhan unse laagi lagan
moraa maike me ji ghabraavat hai

dur kaa hai safar koi saathi nahi
hai akeli dulhan aur baraati nahi
dur kaa hai safar koi saathi nahi
hai akeli dulhan aur baraati nahi
mohe jaane me ab bhay aavat hai
moraa maike me ji ghabraavat hai
chali ban ke dulhan unse laagi lagan
moraa maike me ji ghabraavat hai

kah do sab shaadiyaane bajaate chale
kah do sab shaadiyaane bajaate chale
geet pi ke milan ke sunaate chale
kah do sab shaadiyaane bajaate chale
geet pi ke milan ke sunaate chale
dolaa sasuraal ko moraa jaavat hai
moraa maike me ji ghabraavat hai
chali ban ke dulhan unse laagi lagan
moraa maike me ji ghabraavat hai
chali ban ke dulhan unse laagi lagan
moraa maike me ji ghabraavat hai
lyrics of song Chali Ban Ke Dulhan, Moraa Maike Men Ji Ghabaraavat Hai
Poetic Translation - Lyrics of Chali Ban Ke Dulhan, Moraa Maike Men Ji Ghabaraavat Hai - चली बन के दुल्हन, मोरा मैयके में जी घबरावत है
A bride I become, for him, my love takes hold,
My heart in my maiden home feels cold.
A bride I become, for him, my love takes hold,
My heart in my maiden home feels cold.
My heart denies, my love at his door to hold,
My heart in my maiden home feels cold.

With henna I adorn, sixteen graces I embrace,
With henna I adorn, sixteen graces I embrace,
With vermilion, my parting I trace,
With henna I adorn, sixteen graces I embrace,
With vermilion, my parting I trace,
A mark of bliss upon my brow I place,
My heart in my maiden home feels cold.
A bride I become, for him, my love takes hold,
My heart in my maiden home feels cold.

A distant journey, no companion near,
A lonely bride, no wedding party here.
A distant journey, no companion near,
A lonely bride, no wedding party here.
Fear now rises, my destination unclear,
My heart in my maiden home feels cold.
A bride I become, for him, my love takes hold,
My heart in my maiden home feels cold.

Let the joyous anthems now resound,
Let the joyous anthems now resound,
Let songs of union forever abound,
Let the joyous anthems now resound,
Let songs of union forever abound,
My palanquin to my husband's home is bound,
My heart in my maiden home feels cold.
A bride I become, for him, my love takes hold,
My heart in my maiden home feels cold.
A bride I become, for him, my love takes hold,
My heart in my maiden home feels cold.

Subah Ka Tara (1954) - Movie Details
Film CastRajshree, Pradeep Kumar, Shakuntala Paranjpye, Naaz, Amirbai Karnataki, V Shantaram, Jayashree Gadkar, Nibalkar, Neelam Kothari SingerLata Mangeshkar, Talat Mahmood Music ByC Ramachandra DirectorV Shantaram ProducerRaj Kamal (2) External LinksSubah Ka Tara at IMDB       Movie at YTSubah Ka Tara at YT    Subah Ka Tara at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement