Video of "Chali Kaunse Desh Gujariya Too Saj Dhaj Ke" from YouTube
Advertisement
Chali Kaunse Desh Gujariya Too Saj Dhaj Ke - चली कौन से देश गुजरिया तू सज-धज के
SingerAsha Bhosle, Talat Mahmood
Music byShankar Jaikishan
LyricistShailendra
ActorRatan Kumar, Baby Naaz
CategoryMasti Bhare Geet, Dance Songs
MovieBoot Polish (1954)
Lyrics of Chali Kaunse Desh Gujariya Too Saj Dhaj Ke - चली कौन से देश गुजरिया तू सज-धज के
chali kaunse desh gujariya tu saj dhaj ke

jaun piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke

chhalke mat pita ki ankhiya, rowe tere bachapan ki sakhiya
bhaiya kare pukar ho
bhaiya kare pukar na ja ghar aangan taj ke
jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
chali kaunase desh gujariya tu saj dhaj ke
dur desh mere pi ki najariya, woh unki mai unki sanwariya
bandhi lagan ki dor ho
bandhi lagan ki dor mainne sab soch samajhake

do din jag me dhum machaye, jake koyi wapas naa aaye
khoj khoj thak jaye ho
khoj khoj thak jaye do naina chand suraj ke

Poetic Translation - Lyrics of Chali Kaunse Desh Gujariya Too Saj Dhaj Ke - चली कौन से देश गुजरिया तू सज-धज के
Where do you journey, maiden, adorned in grace?

To my beloved's land, O lover, I go adorned,

Tears well in my parents' eyes, childhood friends weep,
My brother calls out,
My brother calls out, "Do not leave home and hearth."

Faraway is my love's gaze, I am his, he is mine,
Bound by the thread of devotion,
Bound by the thread of devotion, I have chosen wisely,

Two days of revelry in this world, none return,
They search and search,
They search and search, the twin eyes of the sun and moon grow weary,

Boot Polish (1954) - Movie Details
Film CastRatan Kumar, Baby Naaz, David, Raj Kapoor, Chand Barque, Shailendra, Veera, Bhupendra, Master Nissar, Bhudo Advani
SingerAsha Bhosle, Manna Dey, Mohammed Rafi, Talat Mahmood
LyricistDeepak (3), Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music ByDattaram Wadkar, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
DirectorPrakash Arora
ProducerMohan (1), Raj Kapoor
External LinksBoot Polish at IMDB Boot Polish at Wikipedia
Movie at YTBoot Polish at YT Boot Polish at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films