Video of "Chand Chhupa" from YouTube
Chand Chhupa Video Thumbnail
Advertisement
Chand Chhupa - चाँद छुपा बादल में शरमा के मेरी जाना
Lyrics of Chand Chhupa - चाँद छुपा बादल में शरमा के मेरी जाना
chand chupa badal me sharma ke meri jaana
seene se lag ja tu balkha ke meri jaana
gumsum sa hai, gupchup sa hai
madhosh hai, khamosh hai
yeh sama haan yeh sama kuch aur hai
chand chupa badal me sharma ke meri jaana
seene se lag ja tu balkha ke meri jaana

nazdikiya badh jaane de
are nahi baba nahi abhi nahi nahi nahi
duriyaa mit jaane de
are nahi baba nahi abhi nahi nahi nahi
door se hi tum ji bhar ke dekho
tum hi kaho kaise door se dekhu
chaand ko jaise dekhta chakor hai

aye gumsum sa hai, gupchup sa hai
madhosh hai, khamosh hai
yeh sama haan yeh sama kuch aur hai
chand chupa badal me sharma ke meri jaana
seene se lag ja tu balkha ke meri jaana
lyrics of song Chand Chhupa
Poetic Translation - Lyrics of Chand Chhupa - चाँद छुपा बादल में शरमा के मेरी जाना
The moon hides shyly in the cloud, my love,
Embrace me close, my twisting dove.
Silent now, hushed and deep,
Intoxicated, secrets sleep.
This moment, ah, this moment's grace,
The moon hides shyly in the cloud, my face,
Embrace me close, my twisting dove.

Let closeness bloom, let shadows cease,
Oh no, no, not yet, release, release!
Let distance fade, let futures mend,
Oh no, no, not yet, transcend, transcend!
Gaze from afar, your heart's desire,
Tell me, how can I quench the fire?
Like the Chakora, moon's true friend.

Silent now, hushed and deep,
Intoxicated, secrets sleep.
This moment, ah, this moment's grace,
The moon hides shyly in the cloud, my face,
Embrace me close, my twisting dove.

Chand Chhupa (2016) - Movie Details
SingerArmaan Malik LyricistMehboob Kotwal Music ByAmaal Mallik, Ismail Darbar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement