Video of "Chand Si Mehbooba Ho Meri" from YouTube
Chand Si Mehbooba Ho Meri Video Thumbnail
Advertisement
Chand Si Mehbooba Ho Meri - चाँद सी महबूबा हो मेरी
Lyrics of Chand Si Mehbooba Ho Meri - चाँद सी महबूबा हो मेरी
chand si mahbooba ho meri
kab aisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha
chand si mahbooba ho meri
kab aisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha

na kasme hain na rasme hain
na shikwe hain na waade hain
na kasme hain na rasme hain
na shikwe hain na waade hain
ek soorat bholi bhali hai
do naina seedhe saade hain
do naina seedhe saade hain
aisa hi roop khayaalon me tha
jaisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha

meri khushiyan hi naa baante
mere gham bhi sahna chahe
meri khushiyan hi naa baante
mere gham bhi sahna chahe
dekhe na khwaab wo mahlo ke
mere dil me rahna chaahe
mere dil me rahna chaahe
iss duniya me kaun tha aisa jaisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha
chand si mahbooba ho meri
kab aisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha
lyrics of song Chand Si Mehbooba Ho Meri
Poetic Translation - Lyrics of Chand Si Mehbooba Ho Meri - चाँद सी महबूबा हो मेरी
A moon-kissed beloved, a dream I held,
Never certain it would truly dwell.
Yet, you appear, a vision bright,
Born from the depths of a starlit night.

No rituals bind, no vows we keep,
No grievances, promises asleep.
A gentle face, serene and pure,
With eyes that hold a simple allure - twice.
In my dreams, this form did bloom,
Precisely as I'd conjured from the room, yes...

Not just my joy, but sorrows too,
You long to share, and see them through.
No castles sought, no gilded prize,
Within my heart, your spirit lies.
Who else in this world could ever be,
The soulmate I imagined, wild and free, yes...

Himalay Ki God Mein (1965) - Movie Details
Film CastManoj Kumar, Mala Sinha, Jayant, Shashikala, David, Mukri, Achla Sachdev, Ajit Sapru, Kanhaiya Lal, Sapru SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh, Usha LyricistAnand Bakshi, Indeevar, Qamar Music ByKalayanji, Anandji DirectorVijay Bhatt ProducerShankar Bhatt External LinksHimalay Ki God Mein at IMDB      Himalay Ki God Mein at Wikipedia Movie at YTHimalay Ki God Mein at YT    Himalay Ki God Mein at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement