Video of "Chekhush Nazaare Ke Khud Pukaare Hai" from YouTube
Chekhush Nazaare Ke Khud Pukaare Hai Video Thumbnail
Advertisement
Chekhush Nazaare Ke Khud Pukaare Hai - चेखुश नज़ारे के खुद पुकारे है
Lyrics of Chekhush Nazaare Ke Khud Pukaare Hai - चेखुश नज़ारे के खुद पुकारे है
chekhush nazaare, chekhush nazaare
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil

gulo ki vaadi sabaa ki basti gali bahaaro ki
gulo ki vaadi sabaa ki basti gali bahaaro ki
nigaah ko thi talaash kab se inhi nazaaro ki
ki bekhudi me nikal pada hai uthaa ke saaz-e-dil
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil

ye vo mahal hai har ke daricha hai aasmaan jiska
ye vo mahal hai har ke daricha hai aasmaan jiska
hai apne sar se kuch bulandi pe aastaa jiska
ye vo hai chilman ki jiske pichhe hai vo hasi kaatil
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil
chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare
hai yaar ki manzil
lyrics of song Chekhush Nazaare Ke Khud Pukaare Hai
Poetic Translation - Lyrics of Chekhush Nazaare Ke Khud Pukaare Hai - चेखुश नज़ारे के खुद पुकारे है
Behold the sights, behold the sights,
that beckon with a voice, in whispered rights.
The Beloved's abode,
Behold the sights, behold the sights,
that beckon with a voice, in whispered rights.
The Beloved's abode.

The valley of roses, the breeze's home, the lane of blooms,
the valley of roses, the breeze's home, the lane of blooms.
The gaze had sought these visions, since the earliest tombs.
Lost in the self, I wander, heart's instrument in hand,
Behold the sights, behold the sights,
that beckon with a voice, in whispered rights.
The Beloved's abode.
Behold the sights, behold the sights,
that beckon with a voice, in whispered rights.
The Beloved's abode.

A palace this, where every window is the sky,
a palace this, where every window is the sky.
Whose threshold is above our heads, so high.
A curtain drawn, behind it hides that beautiful killer,
Behold the sights, behold the sights,
that beckon with a voice, in whispered rights.
The Beloved's abode.
Behold the sights, behold the sights,
that beckon with a voice, in whispered rights.
The Beloved's abode.

Pyar Ka Mausam (1969) - Movie Details
Film CastShashi Kapoor, Asha Parekh, Nirupa Roy, Tahir Hussain, Bharat Bhushan, Rajendra Nath, Iftekhar, Asit Sen SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByR D Burman DirectorNasir Hussain External LinksPyar Ka Mausam at IMDB      Pyar Ka Mausam at Wikipedia Movie at YTPyar Ka Mausam at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement