Video of "Chhai Kaari Badariya Bairaniya Ho Raam" from YouTube
Advertisement
Chhai Kaari Badariya Bairaniya Ho Raam - छाई कारी बदरिया बैरनिया हो राम
SingerLata Mangeshkar, Asha Bhosle
Music bySachin Dev Burman
LyricistSahir Ludhianvi
CategoryMasti Bhare Geet
MovieJeevan Jyoti (1953)
Lyrics of Chhai Kaari Badariya Bairaniya Ho Raam - छाई कारी बदरिया बैरनिया हो राम
chhaai kaari badariyaa bairaniyaa ho raam
ghan badraa gaganvaa jhukan laagi ho
more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho
chhaai kaari
jhulano pe gaavan ki rut aai re
ratiyaan jagaavan ki rut aai re
jhulano pe gaavan ki rut aai re
ratiyaan jagaavan ki rut aai re
kachhu kho ke paavan ki rut aai re
kachhu kho ke paavan ki rut aai re
more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho
chhaai kaari
jaave koi pi ko laave sakhi
ikale me kachhu naahi bhaave sakhi
jaave koi pi ko laave sakhi
ikale me kachhu naahi bhaave sakhi
haay purvaa pavan ji jalaawe sakhi
purvaa pavan ji jalaawe sakhi
more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho
chhaai kaari
chhaai kaari badariyaa bairaniyaa ho raam
ghan badraa gaganvaa jhukan laagi ho
more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho
chhaai kaari
ghan badraa gaganvaa jhukan laagi ho
more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho
chhaai kaari
jhulano pe gaavan ki rut aai re
ratiyaan jagaavan ki rut aai re
jhulano pe gaavan ki rut aai re
ratiyaan jagaavan ki rut aai re
kachhu kho ke paavan ki rut aai re
kachhu kho ke paavan ki rut aai re
more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho
chhaai kaari
jaave koi pi ko laave sakhi
ikale me kachhu naahi bhaave sakhi
jaave koi pi ko laave sakhi
ikale me kachhu naahi bhaave sakhi
haay purvaa pavan ji jalaawe sakhi
purvaa pavan ji jalaawe sakhi
more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho
chhaai kaari
chhaai kaari badariyaa bairaniyaa ho raam
ghan badraa gaganvaa jhukan laagi ho
more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho
chhaai kaari
Poetic Translation - Lyrics of Chhai Kaari Badariya Bairaniya Ho Raam - छाई कारी बदरिया बैरनिया हो राम
Dark clouds gather, my foe, O Ram,
Heavy clouds bow the heavens low.
My beloved, across the sea, has not come,
Dark clouds gather.
The season of songs on swings arrives,
The season of sleepless nights arrives,
The season of songs on swings arrives,
The season of sleepless nights arrives,
The season of loss and gain arrives,
The season of loss and gain arrives,
My beloved, across the sea, has not come,
Dark clouds gather.
Let someone go, bring my love, friend,
Solitude brings no solace, friend,
Let someone go, bring my love, friend,
Solitude brings no solace, friend,
Ah, the eastern wind, it scorches me, friend,
The eastern wind, it scorches me, friend,
My beloved, across the sea, has not come,
Dark clouds gather.
Dark clouds gather, my foe, O Ram,
Heavy clouds bow the heavens low.
My beloved, across the sea, has not come,
Dark clouds gather.
Heavy clouds bow the heavens low.
My beloved, across the sea, has not come,
Dark clouds gather.
The season of songs on swings arrives,
The season of sleepless nights arrives,
The season of songs on swings arrives,
The season of sleepless nights arrives,
The season of loss and gain arrives,
The season of loss and gain arrives,
My beloved, across the sea, has not come,
Dark clouds gather.
Let someone go, bring my love, friend,
Solitude brings no solace, friend,
Let someone go, bring my love, friend,
Solitude brings no solace, friend,
Ah, the eastern wind, it scorches me, friend,
The eastern wind, it scorches me, friend,
My beloved, across the sea, has not come,
Dark clouds gather.
Dark clouds gather, my foe, O Ram,
Heavy clouds bow the heavens low.
My beloved, across the sea, has not come,
Dark clouds gather.
Jeevan Jyoti (1953) - Movie Details
Film CastShammi Kapoor, Chand Usmani, Shashikala, Lela, Mishra, Dulari, Ayesha Banu, Nasir Husain, Moni Chatterjee, Leela Mishra
SingerGeeta Dutt, Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi
LyricistSahir Ludhianvi
Music ByS D Burman
DirectorMahesh Kaul
External LinksJeevan Jyoti at IMDB Jeevan Jyoti at Wikipedia
Movie at YTJeevan Jyoti at YT Jeevan Jyoti at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

