Video of "Chhod De Sari Duniya Kisi Ke Liye" from YouTube
Advertisement
Chhod De Sari Duniya Kisi Ke Liye - छोड़ दे सारी दुनिया किसी के लिए
SingerLata Mangeshkar
Music byKalyanji Anandji
LyricistIndeevar
ActorNutan, Manish
CategorySad Songs, Motivational Songs, Raag Based Songs, Raga - Charukeshi
MovieSaraswati Chandra (1968)
Lyrics of Chhod De Sari Duniya Kisi Ke Liye - छोड़ दे सारी दुनिया किसी के लिए
chhod de saari duniya kisi ke liye
ye munaasib nahin aadmi ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
ye munaasib nahin aadmi ke liye
pyaar se bhi zaroori kayi kaam hain
pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
tan se tan kaa milan ho na paayaa to kyaa
man se man kaa milan koyi kam to nahin
man se man kaa milan koyi kam to nahin
khushboo aati rahe door hi se sahi
saamne ho chaman koyi kam to nahin
saamne ho chaman koyi kam to nahin
chaand miltaa nahin sabko sansaar mein
chaand miltaa nahin sabko sansaar mein
hai diyaa hi bahut roshni ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
kitni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen
kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin
kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin
ek duniyaa ujad hi gayi hai to kyaa
doosraa tum jahaan kyun basaate nahin
doosraa tum jahaan kyun basaate nahin
dil na chaahe bhi to, saath sansaar ke
dil na chaahe bhi to, saath sansaar ke
chalnaa padtaa hai sab ki khushi ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
ye munaasib nahin aadmi ke liye
pyaar se bhi zaroori kayi kaam hain
pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
ye munaasib nahin aadmi ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
ye munaasib nahin aadmi ke liye
pyaar se bhi zaroori kayi kaam hain
pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
tan se tan kaa milan ho na paayaa to kyaa
man se man kaa milan koyi kam to nahin
man se man kaa milan koyi kam to nahin
khushboo aati rahe door hi se sahi
saamne ho chaman koyi kam to nahin
saamne ho chaman koyi kam to nahin
chaand miltaa nahin sabko sansaar mein
chaand miltaa nahin sabko sansaar mein
hai diyaa hi bahut roshni ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
kitni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen
kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin
kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin
ek duniyaa ujad hi gayi hai to kyaa
doosraa tum jahaan kyun basaate nahin
doosraa tum jahaan kyun basaate nahin
dil na chaahe bhi to, saath sansaar ke
dil na chaahe bhi to, saath sansaar ke
chalnaa padtaa hai sab ki khushi ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
ye munaasib nahin aadmi ke liye
pyaar se bhi zaroori kayi kaam hain
pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye
chhod de saari duniya kisi ke liye
Poetic Translation - Lyrics of Chhod De Sari Duniya Kisi Ke Liye - छोड़ दे सारी दुनिया किसी के लिए
Let go the world for another's sake,
Such a trade is not befitting man.
More than love, there are tasks to take,
Love is not all of life's grand plan.
Though bodies fail to ever mesh -2
And skin on skin remains a dream,
When souls entwine, their spirits fresh,
Is it lesser than it would seem?
If fragrance wafts from distant lands,
And garden blooms far out of sight,
Is it less because it never stands,
And flowers bloom in fading light?
The moon is not for all to claim,
A humble lamp can light the way.
With longing, buds look up at you,
Why not call spring back to its hold?
If one world fades from fading dew,
Why not a new one, brave and bold?
Though heart desires a path to tread,
One must walk with all the world,
For the joys of others must be led,
For all their happiness unfurled.
Such a trade is not befitting man.
More than love, there are tasks to take,
Love is not all of life's grand plan.
Though bodies fail to ever mesh -2
And skin on skin remains a dream,
When souls entwine, their spirits fresh,
Is it lesser than it would seem?
If fragrance wafts from distant lands,
And garden blooms far out of sight,
Is it less because it never stands,
And flowers bloom in fading light?
The moon is not for all to claim,
A humble lamp can light the way.
With longing, buds look up at you,
Why not call spring back to its hold?
If one world fades from fading dew,
Why not a new one, brave and bold?
Though heart desires a path to tread,
One must walk with all the world,
For the joys of others must be led,
For all their happiness unfurled.
Saraswati Chandra (1968) - Movie Details
Film CastManish, Nutan, Vijaya Chaudhary, Sulochana, Ramesh Deo, Seema Deo, B M Vyas, Nayam Pally, Sulochana Chatterjee, Dulari, Indu Shivraj, Parveen Paul, Vishwas Kunte, Dhumal, Surendra, Jeevankala, Babu Raje, Ratna Mala, Daya Devi, Govind, Sadhana Khote, Omkar, Madhumati
SingerLata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mubarak, Mukesh
LyricistIndeevar
Music ByKalayanji, Anandji, Babla, Jai Kumar
DirectorGovind Saraiya
ProducerVivek
External LinksSaraswati Chandra at IMDB Saraswati Chandra at Wikipedia
Movie at YTSaraswati Chandra at YT Saraswati Chandra at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

