Video of "Chupke Chupke Raat Din Aansoo Bahaana Yaad Hai" from YouTube
Advertisement
Chupke Chupke Raat Din Aansoo Bahaana Yaad Hai - चुपके चुपके रात दिन आंसू बहाना याद है
SingerShilpa Rao, Armaan Malik
Music byGhulam ali, Rochak Kohli
LyricistHasrat Mohani, Kumaar
MovieMister Mummy (2022)
Lyrics of Chupke Chupke Raat Din Aansoo Bahaana Yaad Hai - चुपके चुपके रात दिन आंसू बहाना याद है
ho phir se milne ki taareekh hai
hum door aur dil nazdeek hai
ho phir se milne ki taareekh hai
hum door aur dil najdeek hai
ishq ko dede manzooriyan
honthon pe yeh fariyaad hai
honthon pe yeh fariyaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad hai
humko ab tak aashiqui ka
woh zamaana yaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad hai
adhoore adhoore se ishq ko
aa mukammal karein
kal reh gayi thi jo dil mein
baat woh pal pal karein
adhoore adhoore se ishq ko
aa mukammal karein
kal reh gayi thi jo dil mein
baat woh pal pal karein
door tu le ja yeh dooriyan
paas tu hai toh dil yeh aabaad hai
paas tu hai toh dil yeh aabaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad hai
ho yaad hai jab nazron se tune
nasha makhmali sa labon se churaya tha
yaad hai kya zulfon mein toone
ungliyon se jo badal udaya tha
phir se tu karle gustakhiyan
ishq karne ko lamhan yeh aazad hai
ishq karne ko lamhan yeh aazad hai
humko ab tak aashiqui ka
woh zamaana yaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad ha
hum door aur dil nazdeek hai
ho phir se milne ki taareekh hai
hum door aur dil najdeek hai
ishq ko dede manzooriyan
honthon pe yeh fariyaad hai
honthon pe yeh fariyaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad hai
humko ab tak aashiqui ka
woh zamaana yaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad hai
adhoore adhoore se ishq ko
aa mukammal karein
kal reh gayi thi jo dil mein
baat woh pal pal karein
adhoore adhoore se ishq ko
aa mukammal karein
kal reh gayi thi jo dil mein
baat woh pal pal karein
door tu le ja yeh dooriyan
paas tu hai toh dil yeh aabaad hai
paas tu hai toh dil yeh aabaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad hai
ho yaad hai jab nazron se tune
nasha makhmali sa labon se churaya tha
yaad hai kya zulfon mein toone
ungliyon se jo badal udaya tha
phir se tu karle gustakhiyan
ishq karne ko lamhan yeh aazad hai
ishq karne ko lamhan yeh aazad hai
humko ab tak aashiqui ka
woh zamaana yaad hai
chupke chupke raat din
aansu bahana yaad ha
Mister Mummy (2022) - Movie Details
Film CastRiteish Deshmukh, Genelia Deshmukh, Mahesh Manjrekar, Ila Arun, Rakesh Bedi, Kiran Juneja, Guddi Maruti, Mohammad Husnain, Anwesha Arya Bhattacharya, Snehil Mishra, Rajdeep Choudhury, Vivek Shah, Augustya Gupta, Shaurya Gore, Leo San Pedro, Austin Lal Sharma, Parvinder Nagra, Karishma Kotak, Eve Yasmine
SingerAmit Gupta, Harjot Kaur, Sneha Khanwalkar, Armaan Malik, Shilpa Rao, Zakir Hussain II, Jasu Khan
LyricistKumaar, Hasrat Mohani
Music ByRochak Kohli, Ghulam Ali, Sneha Khanwalkar
DirectorBhushan Dua, Shaad Ali, Siva Ananth
ProducerShaad Ali
External LinksMister Mummy at IMDB Mister Mummy at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
