Video of "Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai" from YouTube
Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai Video Thumbnail
Advertisement
Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai - दर्द के फूल भी खिलते हैं, बिखर जाते हैं
Lyrics of Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai - दर्द के फूल भी खिलते हैं, बिखर जाते हैं
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai

zakhm kaise bhi ho, kuch roz mein bhar jaate hai

us dariche mein bhi ab, koi nahi aur hum bhi

sar jhukaye huye chupchap guzar jaate hai

raasta roke khadi hai, yahi uljhan kabse

koi puchhe to kahe kya, ke kidhar jaate hai
zakhm kaise bhi ho, kuch roz mein bhar jaate hai
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai

naram aawaaz, bhali baate, muhazzab lahje

pahli baarish mein hi, ye rang utar jaate hai
pahli baarish mein hi, ye rang utar jaate hai
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai
zakhm kaise bhi ho, kuch roz mein bhar jaate hai
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai
lyrics of song Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai
Poetic Translation - Lyrics of Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai - दर्द के फूल भी खिलते हैं, बिखर जाते हैं
Sorrow's blossoms bloom, then fade away,
Sorrow's blossoms bloom, and slip away.
No matter wounds, they heal in coming days,
Sorrow's blossoms bloom, then fade away.

In that old door, there's no one left but we,
In that old door, no one's there but we.
Heads bowed we pass, in silent misery.

This endless maze, it blocks our weary way,
This tangle of pain, it blocks our way.
If asked, what should we say, where do we stray?
No matter wounds, they heal in coming days,
Sorrow's blossoms bloom, then fade away.

Soft voices, kind words, with cultured grace,
Soft voices, kind words, and gentle face,
First rain descends, and washes all away,
First rain descends, and hues all fade away.
Sorrow's blossoms bloom, then fade away,
No matter wounds, they heal in coming days,
Sorrow's blossoms bloom, then fade away.

Silsilay (album) (2005) - Movie Details
SingerJagjit Singh, Javed Akhtar LyricistJaved Akhtar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement