Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dariya E Mohabbat Ka Gar Door Kinara Hai - दरिया-ए-मोहब्बत का, अगर दूर किनारा है
dariya-e-mohabbat ka, agar dur kinara hai
dariya-e-mohabbat ka, agar dur kinara hai
dariya-e-mohabbat ka, agar dur kinara hai
ummid ke basibo
ummid ke basibo, fir kiska sahara hai
dariya-e-mohabbat ka
fir dhund rahi hai tumhe do, ashq bhari aankhe
fir dhund rahi hai tumhe do, ashq bhari aankhe
is dard bhare dil ne
is dard bhare dil ne, fir tumko pukara hai
dariya-e-mohabbat ka
ro ro ke
ro ro ke mohabbat me, behaal huye hai ham
ro ro ke mohabbat me, behaal huye hai ham
puchha na kabhi tumne
puchha na kabhi tumne, kya haal tumhara hai
dariya-e-mohabbat ka, agar dur kinara hai
Comments for lyrics of song "Dariya E Mohabbat Ka Gar Door Kinara Hai"
Riaz Ali on Friday, May 01, 2015 darya e mohabat ka gar door kinara hai
umeed ki kashti kophir kis ka sahara hai
phir dhoond rahi hein tumhein do ashk bhari aankhein
ek dard bhare dil ne phir tum ko pukaara hai
ro ro ke mohabat mein be haal hue hein hum
poocha na kabhi tum ne kiya haal tumhara hai.
Bahut khoob. har adaigi par moseqiyat naachti hai aur awaz ki mittas
tassawer ki dunya mein phoolon se ras chun chun kar paish karta hai.
Thanks.
rumahale on Saturday, July 18, 2015 Well described by the learned viewer Riaz Ali ji; I had missed it all the
while; rich lyrical and musical composition. Thank you for excellent
presentation of this rare gem.