Video of "Dasht E Tanhaai Men Ai Jaan E Jahaan Larazaan Hai" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Dasht E Tanhaai Men Ai Jaan E Jahaan Larazaan Hai - दश्त ए तनहाई में ए जान ए जहां लरज़ां है
Lyrics of Dasht E Tanhaai Men Ai Jaan E Jahaan Larazaan Hai - दश्त ए तनहाई में ए जान ए जहां लरज़ां है
dasht e tanhaai me e jaan e jaha larzaan hai

teri aawaz ke saaye tere hotho ke saraab
dasht e tanhai me duri ke khas o khaak tale
khil rahe hain tere pahlu ke saman aur gulaab

dasht e tanhai me

uth rahi hai kahi qurbat se teri saans ki aanch

apni khushbu me sulagti hui
maddham, maddham dur ufaq paar chamakti hui
qatra qatra gir rahi hai teri dildaar nazar ki shabnam

is qadar pyaar se e jaan e jaha rakha hai

dil ke rukhsaar pe is waqt teri yaad ne haath
yun gumaan hota hai garje hain abhi subh e firaaq
dhal gaya hizr ka din aa bhi gayi basl ki raat

lyrics of song Dasht E Tanhaai Men Ai Jaan E Jahaan Larazaan Hai
Poetic Translation - Lyrics of Dasht E Tanhaai Men Ai Jaan E Jahaan Larazaan Hai - दश्त ए तनहाई में ए जान ए जहां लरज़ां है
In deserts of aloneness, O soul of the world, tremors reside,
In deserts of aloneness, O soul of the world, tremors reside.
Shadows of your voice, mirages of your lips,
Beneath the coarse dust of distance,
Bloom your jasmine and roses,

In deserts of aloneness.

From closeness, your breath's warmth arises somewhere,

Smoldering in its fragrance,
Faintly, faintly, shining beyond the horizon,
Drop by drop, falls the dew of your beloved gaze.

Shadows of your voice, mirages of your lips.

With this settled love, O soul of the world, it must be kept,

On the cheeks of the heart, at this moment, your memory’s hand,
It seems as though the garlands are still fresh, the morning of separation,
The day of separation has passed, and the night of union has arrived.
With this settled love, O soul of the world, it must be kept.
With this settled love, O soul of the world, it must be kept,
On the cheeks of the heart, at this moment, your memory’s hand,
It seems as though the garlands are still fresh, the morning of separation,
The day of separation has passed, and the night of union has arrived.
In deserts of aloneness, O soul of the world, tremors reside.
Shadows of your voice, mirages of your lips.

Info NA - Movie Details
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement