Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Daulat Hai Kya - दौलत है क्या
daulat hai kya aha soharat hai kya
daulat hai kya aha soharat hai kya
parda hai kya jalwa hai kya
wo admi hai bhala jiski hai niyat bhali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali

todo gumo ki janjir ko rakh do badal ke takdir ko

kin uljhano me khoye ho tum
na jane kab se roye ho tum
ho sone walo utho jago subah ho chali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali
wo admi hai bhala jiski hai niyat bhali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali
apni madad karna sikh lo jina hai to marna sikh lo

dunia ke gum se jo dar gaya bemaut wo mar gaya
himmat se tu makm lo milke kaho ya ali