Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Deewana Main Hoon Tera Deewana - दीवाना मैं हूँ तेरा दीवाना
teri hi taraf hai meri nazar
dhunti tujhe nigahein kyun pata nahi
koyi baat hai tujhmein hai sikhi
aankhe meri manti mera kaha nahi
kaisi hai bekarari kaisi hai dil mein
koyi dhoon nahi hai baaj rahi main jaanu na
kaisi hai intezari kaisi hai jaanu na
kya mujhko ye hai ho raha par itna hai pata
deewana main hoon tera deewana
tujhpe bhi chadha meri tarah
kya itna hi nasha oh deewana
main hoon tera deewana
tujhpe bhi chadha meri tarah
kya itna hi nasha deewana
main hoon tera deewana
tujhpe bhi chadha meri
tarah kya itna hi nasha