Video of "Dekhaa Hain Jindagi Ko, Kuch Itna Kareeb Se" from YouTube
Advertisement
Dekhaa Hain Jindagi Ko, Kuch Itna Kareeb Se - देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से
SingerKishore Kumar
Music byRavi
LyricistSahir Ludhianvi
ActorDharmendra
CategorySad Songs
MovieEk Mahal Ho Sapno Ka (1975)
Lyrics of Dekhaa Hain Jindagi Ko, Kuch Itna Kareeb Se - देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se

chehre tamaam lagne lage hain ajib se

kahne ko dil ki baat jinhe dhundhte the hum

mahfil mein aa gaye hain wo apne nasib se

nilaam ho rahaa thaa, kisi naajani kaa pyaar

kimat nahin chukaayi gai ek garib se

teri wafa ki laash pe, laa main hi daal dun

resham kaa ye kafan jo milaa hain rakib se

Poetic Translation - Lyrics of Dekhaa Hain Jindagi Ko, Kuch Itna Kareeb Se - देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से
I've gazed at life, so intimately near,
That faces now, strangely, all appear queer.
I've gazed at life, so intimately near.
The words of heart, for which we longed and sought,
Arrived within the gathering, fate-brought.
I've gazed at life, so intimately near.
The precious love, of a beloved's grace,
Auctioned off, a pauper couldn't embrace.
I've gazed at life, so intimately near.
Upon your loyalty's corpse, I'll softly lay,
This silken shroud, received from your betrayer's way.

Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) - Movie Details
Film CastDharmendra, Sharmila Tagore, Ashok Kumar, Leena Chandavarkar, Deven Verma, David, Brahmachari, Ramesh Deo, Achla Sachdev
SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
LyricistSahir Ludhianvi
Music ByRavi
DirectorDevendra Goel
ProducerDevendra Goel
External LinksEk Mahal Ho Sapno Ka at IMDB Ek Mahal Ho Sapno Ka at Wikipedia
Movie at YTEk Mahal Ho Sapno Ka at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films