Video of "Dekhe Hain Kai Chehare Jahaan Men Magar" from YouTube
Dekhe Hain Kai Chehare Jahaan Men Magar Video Thumbnail
Advertisement
Dekhe Hain Kai Chehare Jahaan Men Magar - देखे हैं कई चेहरे जहाँ में मगर
Lyrics of Dekhe Hain Kai Chehare Jahaan Men Magar - देखे हैं कई चेहरे जहाँ में मगर
dekhe hai kai chehre jaha me magar
dekhe hai kai chehre jaha me magar
ek tere hi chehre pe pyaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
ek tere hi chehre pe pyaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
honge hasi laakho jaha me magar
honge hasi laakho jaha me magar
ek tujhpe hi dil dildaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
ek tere hi chehre pe pyaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa

aankho me aisi kaajal ki rekha
pahle kabhi bhi maine na dekha
aankho me aisi kaajal ki rekha
pahle kabhi bhi maine na dekha
gaalo pe aise til ka nishaa
dekha na maine kabhi meri jaa
hue jawaa duniyaa me kitne magar
hue jawaa duniyaa me kitne magar
yun kisi pe na aisaa nikhaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
ek tere hi chehre pe pyaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa

mujhko kisi se ulfat nahi thi
pahle meri aisi haalat nahi thi
mujhko kisi se ulfat nahi thi
pahle meri aisi haalat nahi thi
aankho se padh le dil ki kahani
tujhpe lutaa di ye zindagaani
betaabi is dil ki badhti gai
betaabi is dil ki badhti gai
pyaar aisaa kisi pe pahali baar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
ek tere hi chehre pe pyaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
dekhe hai kai chehre jaha me magar
dekhe hai kai chehre jaha me magar
ek tere hi chehre pe pyaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
ek tere hi chehre pe pyaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
pyaar aayaa, pyaar aayaa
lyrics of song Dekhe Hain Kai Chehare Jahaan Men Magar
Poetic Translation - Lyrics of Dekhe Hain Kai Chehare Jahaan Men Magar - देखे हैं कई चेहरे जहाँ में मगर
I have gazed on countless faces in this world,
Yet on your face alone, love unfurled,
Love arrived, love arrived,
On your face alone, love survived,
Love arrived, love arrived.
Though beauty blooms in a million lands,
My heart found its king in your hands,
Love arrived, love arrived,
On your face alone, love survived,
Love arrived, love arrived.

Such a line of kohl in your eyes,
Never before have I seen such skies,
Such a line of kohl in your eyes,
Never before have I seen such skies.
A mole upon your cheek, a whispered grace,
Never before have I found such a face,
A mole upon your cheek, a whispered grace,
Never before have I found such a face.
Though youth has walked on every shore,
Never before such radiance did pour,
Love arrived, love arrived,
On your face alone, love survived,
Love arrived, love arrived.

I knew no love before you came,
My world was not the same,
I knew no love before you came,
My world was not the same.
Read the story in my heart’s deep keep,
To you, my life, I now bequeath,
Read the story in my heart’s deep keep,
To you, my life, I now bequeath.
This heart's unrest began to grow,
Love like this, I've never known,
This heart's unrest began to grow,
Love like this, I've never known.
Love arrived, love arrived,
On your face alone, love survived,
Love arrived, love arrived.
I have gazed on countless faces in this world,
Yet on your face alone, love unfurled,
Love arrived, love arrived,
On your face alone, love survived,
Love arrived, love arrived.
Love arrived, love arrived,
Love arrived, love arrived.

Pyar Pyar (1993) - Movie Details
SingerKumar Sanu, Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, Sadhna Sargam, Nitin Mukesh, Sapna Mukherjee, Vinod Rathod LyricistSameer, Hasrat Jaipuri Music ByNadeem Shravan External LinksPyar Pyar at IMDB       Movie at YTPyar Pyar at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement