Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Kal Aaj Aur Kal
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Dekhiye To Kya Ajib Haal Hai, Sochiye To Kya
4.80 - 10 votes
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Dekhiye To Kya Ajib Haal Hai, Sochiye To Kya - देखिये तो क्या अजीब हाल है,सोचिये तो क्या

dekhiye to kya ajeeb haal hai
sochiye to kya ajeeb baat hai
ek paav chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai
dekhiye to kya ajib haal hai
sochiye to kya ajib baat hai
ek paav chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai
dekhiye to kya ajeeb haal hai

ek daal is kadar phuli phali ek ek paat phul ban gaya
ek daal is kadar phuli phali ek ek paat phul ban gaya
ek daal is kadar magar luthi ek ek phul phul ban gaya
aaj aur kal ki dhup ki chhanv me
isliye samay ke sune gaanv me
ek paanv chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai
dekhiye to kya ajeeb haal hai

ek hawa chali ke khil utha chaman
ek hawa chali ke sab ujad gaya
ek kadam uthake raah mil gayi
ek kadam uthake path bichad gaya
ek hawa chali ke khil utha chaman
ek hawa chali ke sab ujad gaya
ek kadam uthake raah mil gayi
ek kadam uthake path bichad gaya
isliye dilo ki jit haar me isliye
isliye kisi ke pyar me
ek paav chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai
dekhiye to kya ajeeb haal hai
sochiye to kya ajeeb baat hai
ek paanv chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai
dekhiye to kya ajeeb haal hai


lyrics of song Dekhiye To Kya Ajib Haal Hai, Sochiye To Kya

Comments for lyrics of song "Dekhiye To Kya Ajib Haal Hai, Sochiye To Kya"
gopinath hanumanthiya on Friday, February 06, 2015
in my opinion this is the best song in the movie.manna dey has sung it
beautifully as only he could sing .sj had the uncanny knack of composing a
song with a particular singer in mind to sing it..they were truly the
emperors of hindi film music.

MrLashkar74 on Friday, February 04, 2011
love this song,i was looking for this song for a while thank you for the upload.

parmar75 on Thursday, June 16, 2011
what a song great shanker jaikishen composed this marvelous tune that is
full of soul ,feel and sad emotions. can any new gen composers compose a
single line like which have so much feel in it..no never that y people
say indian music had died . and last but not least what to say about great
manna da what a soul full voice. i salute him.



Film cast: Randhir Kapoor, Babita, Raj Kapoor, Prithviraj Kapoor, David, Achla Sachdev, Tiwari, Iftekhar, Roopesh Kumar, Narendra Nath, Abhi Bhattacharya, Uma Dutt, Rashid Khan, Vishwa Mehra, Aarti, Pankaj, Sarita, Asha Chandra, Pardesi, Kailash, Mohan
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Manna Dey, Mukesh, Sharda (2)
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Randhir Kapoor
Film Producer: Raj Kapoor
External Links: Kal Aaj Aur Kal at IMDB    Kal Aaj Aur Kal at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy