Video of "Dekho Dharm Ke Khatir Chod Ke Apna Raj Paath" from YouTube
Dekho Dharm Ke Khatir Chod Ke Apna Raj Paath Video Thumbnail
Advertisement
Dekho Dharm Ke Khatir Chod Ke Apna Raj Paath - धर्म के खातिर छोड़ के अपना राजपाठ
Lyrics of Dekho Dharm Ke Khatir Chod Ke Apna Raj Paath - धर्म के खातिर छोड़ के अपना राजपाठ
dharam ke khatir chhod ke apna rajpath dhan dhaan
dekho dharam ke khatir chhod
ke apna rajpath dhan dhaan
hanste hanste chale re van
ko chhod ke sab aaram
dekho dharam ke khatir chhod
ke apna rajpath dhan dhaan

rah rok ke khadi hai dekho dukhiyari gau mata
neer baha ke kehti hai, neer baha ke kehti hai
kyu bairi huya vidhata, kyu bairi huya vidhata

pavan bhi roye gagan bhi roye
pavan bhi roye gagan bhi roye
roye dhalti sham hanste hanste chale re van
ko chhod ke sab aaram
dekho dharam ke khatir chhod
ke apna rajpath dhan dhaan

rang birange phulo si komal jinki ye zindagani
rang birange phulo si komal jinki ye zindagani
praja ki khatir bane bhikhari
dhany ye raja rani amar rahega
amar rahega is dharti par in dono ka naam
hanste hanste chale re van ko chhod ke sab aaram
dekho dharam ke khatir chhod
ke apna rajpath dhan dhaan dekho dharam ke khatir
lyrics of song Dekho Dharm Ke Khatir Chod Ke Apna Raj Paath
Poetic Translation - Lyrics of Dekho Dharm Ke Khatir Chod Ke Apna Raj Paath - धर्म के खातिर छोड़ के अपना राजपाठ
For faith's sake, forsaking kingdom's gold,
And fields of grain, a story told.
For faith's sake, forsaking all,
Their royal ease began to fall.
Smiling, they chose the forest's call,
For faith's sake, abandoning all.

The grieving cow, her path they meet,
Tears streaming down, a sorrow deep.
She cries aloud, "Why, God, this strife?
Why this betrayal of their life?"

The wind itself weeps, the heavens too,
The fading dusk, a somber hue.
Smiling, they chose the forest's call,
For faith's sake, forsaking all.

Like blossoms frail, their lives unfold,
Like petals soft, a sight to behold.
For their subjects, beggars they become,
These king and queen, their glory spun.
Their names on earth, forever bright,
Smiling, they chose the forest's light,
Abandoning all, for faith's pure flame,
For faith's sake, they played the game.

Jai Ambe (1957) - Movie Details
Film CastSulochana, Manhar Desai, Jeevan, Sapru SingerShamshad Begum, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Manna Dey LyricistBharat Vyas Music ByShivram DirectorShanti Kumar ProducerMahesh Chitra External LinksJai Ambe at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement