Video of "Dhalati Jaaye Raat Kah Le Dil Ki Baat" from YouTube
Dhalati Jaaye Raat Kah Le Dil Ki Baat Video Thumbnail
Advertisement
Dhalati Jaaye Raat Kah Le Dil Ki Baat - ढलती जाए रात कह ले दिल की बात
Lyrics of Dhalati Jaaye Raat Kah Le Dil Ki Baat - ढलती जाए रात कह ले दिल की बात
dhalati jaa_e raat kah le dil ki baat
shamaa-paravaane kaa na hogaa phir saath
dhalati jaa_e raat

mast nazaare chaand sitaare raat
ke mehamaan hai ye saare
uth jaaegi shab ki mahafil
nur-e-sahar ke sunake nakkaare
ho na ho dubaaraa mulaaqaat
dhalati jaae raat

nid ke bas me khoi khoi
kul duniyaa hai soi soi
aise me bhi jaag rahaa hai
ham tum jaisa koi koi
kya hasi hai taaro ki baarat
dhalati jaae raat

jo bhi nigaahe chaar hai karata
uspe zamana vaar hai karata
hu raah-e-vafaa kaa ban ke raahi
phir bhi tumhe dil pyaar hai karta
baithaa naa ho le ke koi ghaat
hu dhalati jaae raat
lyrics of song Dhalati Jaaye Raat Kah Le Dil Ki Baat
Poetic Translation - Lyrics of Dhalati Jaaye Raat Kah Le Dil Ki Baat - ढलती जाए रात कह ले दिल की बात
Night descends, let the heart confess,
Flame and moth, no more to bless
Their shared space as night descends.

Drunk with vistas, moon and stars, the night,
All guests within its velvet light,
The night's assembly will disband,
At dawn's bright trumpets, understand.
May or may not we meet again,
As night descends.

Lost in slumber, the world sleeps,
Each soul its secrets softly keeps.
Yet, even now, awake we find,
A kindred spirit, heart and mind,
How lovely is the starlit train,
As night descends.

Whoever dares to cast a glance,
The world, it strikes, a cruel advance.
I, a pilgrim on love's true way,
Still, my heart for you will pray.
Lest shadows gather, and death abate,
As night descends.

Razia Sultana (1961) - Movie Details
Film CastJairaj, Nirupa Roy, Karan, Agha, Jeevankala, Madhumati, Leela Mishra, Lalita Pawar, Kumar, N A Ansari, Kamran SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi LyricistAnand Bakshi Music ByLachchiram Bhairam DirectorDevendra Goel External LinksRazia Sultana at IMDB       Movie at YTRazia Sultana at YT    Razia Sultana at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement