Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dharti Pyar Karti Hai - धरती प्यार करती है
dharti pyar karti hai dharti pyar karti hai
pyar karta aasma ham dono bhi pyar kare
aaja aaja jaanejaa dharti pyar karti hai
kaliyaan pyar karti hai phoolo se mil mil ke
mast pavan lahraati hain pyar karo tum khul ke
mast pavan lahraati hain pyar karo tum khul ke
prvat pyar karte hai pyar karta ye shamaa
ham dono bhi pyar kare aaja aaja jaanejaa
dharti pyar karti hai
nadiyaan pyar karti hai sheetal sheetal pani se
naiya pyar karti hai maujo ki rawani se
naiya pyar karti hai maujo ki rawani se
duniya pyar karti haido dil milte hai jaha
ham dono bhi pyar kare aaja aaja jaanejaa
dharti pyar karti hai